education ki zaroorat hai ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    my dear brother mai tu forex ka aik naya user ho aur abhi forex ko naya join kia hai aur filhal sirf posting hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho aur abhi trading start nahe ki hai aur forex ko join karne k liye kise kisam ki education ki zaroorat nahe hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      jnab meray khyal me education ki zarurat hy to nahi is kam k liay but agar ap educated ho to bht achi bat hy kyu k insan agar educated ho to wo kafi zayda achay tareekay say kam ko anjam de sakta hy
      • #123 Collapse

        forex ke business me kisi khas type ki education ki zrorat nhi hoti balky is ke liye hame just etna educated hona chahye ke hum english ko understand ker saky ta ke hum market me hony wali changing ka pta ker saken or factors ko samjh saken
        • #124 Collapse

          off course forex tradinh educated people ka liya hai jitna zada ho gi utni he zada easily ap achy tiem sa forex ko learn kar sakty apnay ap ko improve kar sakty stratgy develop kar sakty forex educated trader ka liya hai
          • #125 Collapse

            gee bilkul yahan education ki zaroorat hai kun ke ap ko yahan business karna hota hai or ap yahan se experince ke baghair nahi kar sakte hain
            • #126 Collapse

              forex py tading k lye study ya profession ki koi limit b ni hy but ap k pass market ka knowledge hona bht zroori hy ap k pass trading ka knowledge hina chaye jis ka base py ap achy trader bn skty hn
              • #127 Collapse

                Bhi maray khayal may forex may education ki etni zarorat parti hay kay wo news ko samj sakain or bus wasay tu forex aak chart type business nay es may etni education ki zarorat nahi parti hay.wasy education ki apni ahmiyat hay.
                • #128 Collapse

                  g nhi, kisi edu ki zrorat no h lek in deals ko smkhnay Wala dimagh hona lazim h, or forex k liye kisi sy b ilm hasil kiya ja skta h lazmi nhi k course krna prrry
                  • #129 Collapse

                    forex trading ko sart karny k liya ap k pass kam se kam atni education honi chhay k ap forex news ko read kar sakty aur forex signal ko read kar skay
                    • #130 Collapse

                      Bhai jan meray khayal se forex trading business mein kamyab hony k liye basic education hona lazmi hai aur agar hum high graduate hain to pher to aur acha hai lekin basic zarori hai aur baqi insan ka mind acha hona chahiye.
                      • #131 Collapse

                        education ki zarorat to lazmi hai is field mein ta k aap ko forex aur meta trader ki differnt function ka pata chal sakay aur aap achi trah samaj sako
                        • #132 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                          forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                          is kay liyae ap ko sirf kisi expert person sy is kam ko karna ka sahi tareka pata karna hai or jesy he wo ap ko is kam ko karna ka batay to ap us k tareqay ko follow karyn..........
                          • #133 Collapse

                            education is not much needed my dear ...just normal information of the computer and internet is enough for this work ...but the real education wanted is the education of this field ...the news information ...and the practise you make on the demo account it would help you the most
                            • #134 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                              forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                              brother forex ma education ki zarorat h is lye k ap agr koe chez sekhen to wo apko asani say smjh ajae or ap ko trading ma mushkil na ho forex trading k lye koe bhi khas course nai h ham is ko apni practice or slf experience say hi sekh tay hn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                dear education ki need tou har feild may hoti haiii forex main bhi apko eduction ki bhot need hoti hain lekin hum yay nahi kah saktay trading karnay kay liyay humay bhot high faigh eduction ki zaroorat paray gi its too easy buisness

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X