education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ha meray dost education ki zarorat to her business mai hi hoti hai but forex k business ko bohat se un educated log bhi use kar rahe hain or wo log isse achi earning bhi kar rahe hain............
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      In very filed of life education is much more important . Education give us the way to make the trade better and educated person can easily understand the chart and analyses relates to forex trading. In my view minimum inter must be inter in the field of forex trading and also interest to make the trade in the forex trading. Learning is the earning and a educated person learn best in the forex trading
      • #153 Collapse

        forex k online business mai educated hona zyada maine nahi rakhta q k iss business ko non educated log bhi kar sakte hai but iss mai knowledge or experience ka hona must hai ........................meray khyal se baqi cheese itna count nahi karti........
         
        • #154 Collapse

          Education ki boht zrurat hoti he forex trading kay liye , agar to ap ne forex edcuation nai li real start karnay se pehly to phir profit ka sochein bhi nai, ap jab tak practice nai karin gay or skills or experince nai hoga tab tak ap loss hi karin gay, es liye education forex ki be had zrori he.
          • #155 Collapse

            forex ka lia app ko forex ki eduction ka hona zada zoori hay kuy ka app ko proper knowledge ho gi to app acha earn kar sakhen ga is lia forex ki proper knowledge hasil karien pher he forex ma work karien agar app asa nah karta to app forex ma loss kar dae ga
            • #156 Collapse

              ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin education tou har cheez me zarori hy chahye wo job ho ya business or forex me tou lazmi apki education achi honi chahiye taky ap market ko samajh saken....
              • #157 Collapse

                education tou her field mai her business mai bht zxarori hai .is k bina tou ap kuch nahi ker saktay ho .itni tou ho k ap cheezo ki perh k samjh sako .online learning ker sako .indicatres ko samjh sako ap trading mai use honay wali lanuage ko jan sako
                • #158 Collapse

                  NO dear bro i think education important nai han is man is k liye app ko bs thora bohat computer k bary man knowledge hona chahey or phir hi app is man working krskty han or earning gain krskty han or app ko koi problem nai hogi.
                  • #159 Collapse

                    jee han forex me ane k liye thori bhut taleem bhut zaori he is se ap bhut ziada kisi pe depend ni kr k smjho gy balky bhut jald smjh k chalu gy or smjhane wala ap se bezar bhi ni hoga ..agar ap ek sawal ko kiyi bar kro gy tu ...wo tawaju ni dega o ap trading sekhne me milni chahiy....
                    • #160 Collapse

                      Education ki nees tu her package main hoti hai....but trading k liye koi bht higher education ki need nahi hai ap kum education k sath bhi trading visit kar sakte hain but trading ki appropriate learning aur knowledge ki bht zyada need hai....
                      • #161 Collapse

                        forex me trade k eliye aapko education ki nahi par forex ke experience ki zarurat hti hai agar aap foex me jyada time bita chuke hai to apko fore xme learn karme me koi dikkat nahi aati hai aur aapko forex me bahut hi hard work karna hoga agar aapk success hasil karna haito is liye aako kisi education ki nahi par practice ki jyada zarurat hai
                        • #162 Collapse

                          Forex trading ko handle karny ky lye hamen koi degree ki zroorat nahi hoti bal ky hamen forex trading ky mutalic hi basic knowledge ki zrorat hoti hai jab ham forex trading main basic knowldge gain kar lety hen to ham forex trading main bohat jald kamyab ho jaty hen.
                          • #163 Collapse

                            no special academic education is required in this business.the trader needs the education regarding forex business and the relative courses so you should focus on it
                            • #164 Collapse

                              education har jhaga zrori hoti ha but forex asa business ha jis ma ik matric pass b achi tara sy kearning kar sakta ha is k liya ksi high level ki degree ki zrorat ni hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dear ap koi bhi bhi kam karo ap ke pas education ka hona lazmi ha kun ka is ka bagear ap kuch hasil nahi kar sakte or ap ko is ki waja sa learn karne ma assani ho ge or ap ko forex trade ka ald pata lag jaye ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X