education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear forex ek simple business hai jis me kaam karne k liye koi khas education ya course ki zaroorat nahi jo koi bhi computer chalana janta ho forex me kaam kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Je ha bahi eductiona ke zarorat ha is me pa ke ko kase pata cale ga ke market me kaya news a rahi ha trading ke lye ap ke pass acha tradng sysem hona cahye
      • #168 Collapse

        g my dear forex trading ak asa business ha jis ma kisi khas education ki zarurt ni ha or na is ma koi education ki had ha or is ky elwa is ky ly koi khas cours kanry ki zarurat ni ha han itna is ma insan ko knowledge ho ky forex ma trading kasy karty ha or is ma humy is ma ky or kis tarha knowledge hasil hoty ha .
        • #169 Collapse

          wasa to education sa isnan main shaur pada hota ha kisi bhi kam ko karna ki capablity bher jati ha per itni education to honi chayee is kam ka lia ka ap asani sa us ko samjh sukin kh next kia karna ha or profit kasa ho ga
          • #170 Collapse

            g han forex tarding mein is ki bohut zarorat hoti hy is mein jab ap k pass forex ki education hoti hy to ismein loss bhi kam sy kam hi hota hy is mein kamyab trader ban'ny k leye education zarori hoti hy.
            • #171 Collapse

              nhe bhai yahan koi course karny ki zarurat nhe hoti h lakin yayah kam karny k liye knowldeg or expereience ki bht ziayada or practice ki b bht zarurat hoti h.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                brother forex trade krnay kay lye ap ko education ki zarorat hay ap ki education itni ho kay ap forex ko asani say smjh sken or iski taleem ko hasil kr sken. ap ki education itni ho kay ap ko thread ko read krnay ma mushkil na ho or ap ko thread ki smjh bhi ae or ap iska reply bhi aram say de sken
                 
                • #173 Collapse

                  mere khiyal men education to hr field men zarur hai koi bhi un parh banda, jis ko computer ki smjh nhi . softwares ka pata nhi wo ye kaam nhi kr skta so education is must for forx tarding...sss
                  • #174 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                    forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                    g bhai jan is kam main to forex tarding main to education ki zaroorat to hai bhai jan ak ki kam sa kam matrik to honi chahye bhai jan i thing our agar nahi hai ap education person to kya hova bhai jan ap invest bhi kar sakta hai.
                    • #175 Collapse

                      ni meray bvhai is kaam mein education ki koi zarurat ni hai aik un parh banda b yai kaam kar sakta hai bus usay trade karnay ka tareeqa ata ho bus
                      • #176 Collapse

                        wase trading may to kesi ki degree ki zarort nae hote or na he kesi bare degree ki zarort hy yahan pa bus ap kay pass itne knowledge ya education ho kay ap yahan pa kam ko samjo or ap os kay help sa apni kam ko kar sako itne c education zarori hy yahan pa jis sa p kaam seek sako
                        • #177 Collapse

                          g ha bhai main yeh samjhta hoin k is business ko karny k liye hamain education ke ohat he zayada zarurat hai ta k hum is main success ho kar apni life ko change kar saky...
                          • #178 Collapse

                            nhe bhai jaan mai samjta hu is work mai education ki zarorat nhe hoti hai humay kiu k ye aik best business hota hai and hum issay easily kar sakte hai
                            • #179 Collapse

                              g education ki zrurat to hr field mein hoti he .forex mein bhi apko aducation ki zrurat he taky ap sahi triky se forex trading ko smajh skain or earning kr skain.so mere khyal se educated person hi forex mein kam kr skta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jee han bro forex main education ki zarorat bhoht hoti ha trader ko trading k doran trading main jo chezain smjhna hoti hain un ko smjhna chahe aor in pr sahih tariqy sy aml kr kay trading krna hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X