What is Descending Hawk Pattern :
Descending Hawk pattern ek technical analysis ka concept hai jo stock market aur financial charts mein use hota hai. Is pattern ka naam unhe batata hai jo ek hawk ki tarah niche ki taraf move karti hai. Yeh pattern traders aur investors ko madad deti hai market trends ko samajhne aur trading decisions lene mein. Descending Hawk pattern aik bearish continuation pattern hai jo generally downtrend ke dauran banata hai. Iska shape aik descending triangle jaisa hota hai. Jab market me downtrend hota hai, to yeh pattern banta hai. Pattern ka formation tab hota hai jab price progressively lower highs aur consistent lows create karti hai. Yeh formation ek triangle ka shape banata hai jahan price range narrow hoti jati hai aur triangle ke aakhri hisse mein, price consolidation ke baad break hoti hai. Is pattern ki pehchan karne ke liye, traders dekhtay hain ke lower highs ki series develop hoti hai. Har successive high pichlay high se kam hota hai aur lows consistent rehte hain. Yeh descending triangle pattern hota hai. Jab price is pattern ke aakhri point par pohnchti hai aur break hoti hai, to bearish signal milta hai jo price ki aur niche jane ki ummed deti hai. Descending Hawk pattern market ki weak momentum ko reflect karta hai aur iska indication yeh hota hai ke sellers zyada dominant hain. Is pattern ke formation ke dauran, sellers ki dominance aur market me selling pressure ka indication hota hai jo price ko aur niche ki taraf push karta hai. Pattern ke completion ke baad, pri...