education ki zaroorat hai ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Education ki nees tu her field main hoti hai....but trading k liye koi bht higher education ki need nahi hai ap kum education k sath bhi trading join kar sakte hain but trading ki proper learning aur knowledge ki bht zyada need ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex trade ka laye hum ko koi special education ka hona zarori nahi hain hum ko sirf english ko samjna ayna chayea agar hum english ko study ker sakte hain to hum forex trade ko be ker sakte hain forex trade sari english main hain aur english ka ayna humare laye bohat zarori hain
      • #198 Collapse

        Dear is business me education ki zarorat nahi hoti ha hm jb chahye tb is business ko kar sakty hain is k liye education ki koi khass zarorat nahi hoti ha is business me earning k liye hmen is business ki srf achi knowledge chahye hoti haa ...
        • #199 Collapse

          bhai ajn forex mei education ky ilwa experience ki zyida zrorat hoti hy kiyo ky jab aap ky paas experience hota hy to aap easily achi earning krty haiye and achi tarah sey trading kr skty ahiye
          • #200 Collapse

            Forex ke lie education ki zarorat nahi he wese lekin agar education ho to best he trading ke lie is ke lie practice or experience ki zarorat he.
            • #201 Collapse

              han bilkul jis ke pas education bhi hai knowledge bhi hai use kisi aur cheez ki koi zarorat nahin hai yeh work ap ke knowledge ke baghair nahin ho sakta
              • #202 Collapse

                education honi chayie aur forex ko ziyada time spend kiya kery takay ap ka experience acha hoga aur ap demo trading bhi lazmi kary kiyon kay market analysis karna bhi bahot lazmi hay forex mein ap acha profit made kar saktay hay lekin loss bhi ho sakta hay isi liye avoid karo aur practice kryn.
                • #203 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                  forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                  education k baghair tu Forex trading ya koi bhi business kerna aisey hi hai jaisey december ki kalli Raton mein baghair head-light ke bike ko jungle mein bhagana...........
                   
                  • #204 Collapse

                    dear forex may education ke zarorat hoti ha har field may knowledge ki zarorat hoti ha education kam be ho tu ap join kar sakhty han lakin is kai learning zaroor kary
                    • #205 Collapse

                      forex ma kam karna k lia education ki zaroarat hoti ha, agar hum education hasle nai karte hian too hum forex ma success hasle nai kar sakte hian is lia forex ma kam karna k lai pa ko education hasle karna chaye us k baad ap earning hasle kar rahe hain,,,,,,,,
                       
                      • #206 Collapse

                        mery kheyal k mutabiq forex k business k ly ap ko kam is kam graduation education ka hona lazme hy is ap ko forex ke learning kerny me asani ho ge werna is me loss ka khatra hota hy or ager ap kafi practice kerty hen to kam education sy b kam chal jata hy
                        • #207 Collapse

                          dear forex mein har chez english mein hai is ki news strategies har chez or jesa k ap jante ho k humari mother language different hai is liye forex sikhne k liye humein parha likha hona zaruri hai ta k hum kam se kam news to parh sakein lekin ap to translator b hain
                          • #208 Collapse

                            well my dear friend, meray khayal say Forex trading aik aesa business hai jiss mein as such koi educational degrees ki requirement nahi parti hai, koi bhi banda jiss ko english language kay baray mein thori bohat know how ho aur wo skillful, able, talented aur quick learner ho wo Forex ko join kar sakta hai aur easily working kar sakta hai...
                            • #209 Collapse

                              ksi bhi kam k liya achi education ki zrort hoti hy or ya tu ak business hy es k liya ap ko merket ka trend maloom krny k liya education ki zrort prti hy .es k liya just ap ko market trend conform krna prta hy or es k liya koi khas degree ki zrort nhi hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                yar forex mein ap ko thori bhot tu education ki zarrorat parhti hai jasa k ap ko computer use karna ana chaiye net par kam karna or thread ko read karna etc

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X