education ki zaroorat hai ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Forex ka bara main thora bohat bi knowledge rakhty ho to phir i think ka aapp ko is main zaida esa zaida education ki zarorat zaror hogi aapp is man easily work kr ka learn kar sakta hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Assalam o alaikum. Yes dear forex k liye education ki bohat zyada zarorat hy aapko complete knowledge gain kerni parti hy to he aap successful trade ker skte hain knowledge k bagher trade bht risky hojati hy..
       
      • #228 Collapse

        education ki zaroorat hai ya nahi, jee forex trading main education ka hona bohat important han is se ap ko trading main expereince aur knowledge milta han lforex trading aik online business han is ko bagar education ap kamyab nahi ho sakthy forex trading education se market ka trand ka pata chalta han aur jo trading mai pair use hoty han education se un ky amount ka pata chalta han
        • #229 Collapse

          dear forex ma education thori bhoot zarrori hay kuy ka education app ko her jaga kam ati hay is lia education ko be hasil karien taka kisi mushkil kam ma education bi kam ae jae.
          • #230 Collapse

            dear forex trading main koi khas taleem ki zarort nhi sirf ap matric level tk hoon to kafi hy aur is kay sekhny k course zaroor hoty hian lekin woh kahian kahain dastyab hain us kay lay kisi p bharosa bhi nhi keh sikhany waly bandy ki kitni experience hy to is sy behter hy keh ap khud iski practice krian aur experience hasil krain.
            • #231 Collapse

              Education ko har halat main hasal karni chahie lekin forex trading kay lie kisi khas course ki zarurat nahi hoti. aap ka mind business mind hona chahie. fir mehnat kar kay aap is business main kafi aagay ja saktay hain.
              • #232 Collapse

                mere bhai har kaam keliye agar hamara education hai to hum ziada asani se os kaam me munafa kar sakte hai . agar hamare pas trading education hai ye ye bahot hee achi baat hogi . education ke waja se hum forex asni se seek sakte hai
                • #233 Collapse

                  bhai mary jab ap k pas edication ho gi tab hi ap ko course ka faida ho ga .aj kal k dor ma education ki buhat ahmeat ha .agr ap k pas eduction ho gi ap ko utna hi jaldi forex business ko samj saky gy .eduction ki koe limit nahe ha jab ap k pas education ho gi ap kisi jaga mar nahe khao gy
                   
                  • #234 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
                    forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
                    forex ki education tu bunjadi cheez hai....es ka bghair tu aap agar trading ker rahe hai tu samjhein k khud-kushi kr rahe hain...owr phir practice....owr bhir experience....uss k ba'ad bhi experience...phir jb real trade kerin ge tu naya experience naya hoga...
                       
                    • #235 Collapse

                      dear forex trading k lia etni ziada education ki zarorat nahi hoti, sirf etni zarori hey, k ap ko thread read krnay, os koi sahi reply krni ati ho, 2nd ye k ap k pass computer ki be knowledge ho jo ap ko mt4 ki smaj be ati ho.
                      • #236 Collapse

                        is main aap ko computer ka basic knowledge ka patta hona zarori hai is say aap ko is main theek say eanring ho sakti hai is main knowledge ki koi shart nai hai is liay is main aap ko asani ho sakti hai
                        • #237 Collapse

                          trading mein education ki zaroorat thori si hoti hai or is mein ziada knowlege ki zaroorat hoti hai jis k paas knowlege ho ga wo trading kar k earn bhi kar sakta hai
                          • #238 Collapse

                            Education is best help when forex trading business i believe that education our support how to more money earn possible a quickly time.i think forex education a long time need and good learning about forex education then forex business.
                            • #239 Collapse

                              mere dost forex trading k liye kisi khas education ki need nahi hai forex trading ko har koi join kar sakta hai bs forex trading main educated hona zarori hai tab he ap forex trading kar sako gay aur is k ilawa forex trading ko women students sab kar skty hai kisi kisam ki koi restriction nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                education boht importnt hai har field mein . koi b insan education k bgher kuch b nae kr sktaa
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X