education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Dear brother! Forex business aik online business hai. jis main trading karty hain. Forex kay liye na age ki limit hai aur nahi education ki. is kay ilawa time ki koi limit nahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      ji main bat to ye ha key ap ko forex kay lye koi high education ki zroorat nhe ha yani thori education b ho us se b ap ye business kr skty hain aur forex ko join krney se pehly ap ko esy learn krna chahye aur phr he real main trade krni chahye..........
      • #258 Collapse

        forex mein ap ko education zarorat hai wesy apke pas agar Ziada taleem nahi hai tab bi ap forex ko kar sakte ho bus apko thori boht english aati ho or ap trading kar sakte ho
        • #259 Collapse

          yr education ki zrort hai b or nae b apko com ki basic info honi chahiya or internet b acha chulana ata ho deggree ki zrort nae hoti per apko trading ati ho or apkay pas knowledge honi chaiya.
          • #260 Collapse

            Forex main humy education ki zarorat hoti hai iss ka begaire hum iss businessm ain kamyab nhi ho sakty ye aisa business hai jiss main hamra knowledge hi humy succeed bnata hai aur hum is s business main ak achi earning kar ka acha future bana laty hain.
            • #261 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
              forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
              forex k liye itni education kafi hai k aap english achi tarah samjh sakein...uss k elawa aap ko forex ki learning tu krni parey gi...es k baghair aap forex trading nahien ker sakty..aap ye baat zehan mein rakhein k forex trading world ka sb se mushkil kam hai...es k liye aap ko bohat learning k zuruat hai..once again keep in mind that Forex trading sky diving se bhi ziada mushkil kam hain
               
              • #262 Collapse

                ji haan bhai jaan is main ye nahi hai k banday ka pass bilkul b education nahi ho kyun ka is kaam main banday ko english samjna bolna ani honi chahye kyun ka is main agar hum net nahi chala sakty to phr kabi b nahi hum kaam kar sakty is main
                • #263 Collapse

                  Dear Friend in Forex trading and stock marketing online marketing you need to learn the basic education for it which can help you become expert in marketing which can help you become expert which can help you coming stock marketing help you how can earning money in Forex trading and online marketing help you become expert
                  • #264 Collapse

                    g han mere bhai ap ne shi kha he k forex trading me udecation ki kafi ahmeyet he wo is lye ke apko market ki ppossition hot he ke kb tading krni chahye is lye education ki waja se ap loss se bach jate ho
                    • #265 Collapse

                      dear education aap ko zindagi k har medan main kam aati hy isi trah forex main b education ki bahut ehmaiyat hy agar aap educated hain to aap zeyada achy tareeqy sy trade kr sakty hain aur market k trend analysis aur forex news ko behtar tareqy sy use kr sakty hain
                      • #266 Collapse

                        forex kay liay kam say kam matrice ka hona zarori hai aur matrice sy ziada jitni bhi ho jy achi hai aur forex kay liay koi khas traning ki zarorat nahi hy lakin net py prectise bohat zarori hy es sy hamin boht fiada milta hy .
                         
                        • #267 Collapse

                          forex ma education ki koi requirment nai ha is ma sirf kam ka ana lazmi ha aur tajurba ka hona lazmi ha forex trading ma experiance sab say zayda zaruri ha
                          • #268 Collapse

                            ha forex me bahut hi education zaruri hota hai agar aap educate nahi hai to bhi aapko fore xme kuchh pareshani aati hai aur forex me bahut hi hard work karna hota hai to uske liye bhi education hona chahiye
                            • #269 Collapse

                              dear friend aj ke dor mea kam karne ke leya thore bhot educarion ke to zarart parte ha aur agar hu ge toa p is mea behter kam kar sakte ha aur isse ap ke earning bhe barh sakte ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                dear dosto assalam o alaikum satiyo jesa ke aap logo ko maloom ho ga ke educaion ki zaroorat to insan ko har cheez mian aur har fild main hoti hai isi tarah is busniess main bhi ho ti hai magr aap agr taleem yafta na ho ti bhi is busniess ki aap parektis karen to aap ko ye busniess aa jae ga aur aap kam kar sakten hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X