education ki zaroorat hai ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Assalaam o alaikum forex trading k liye koi khaas education k zururat nei hoti but traders ko cahiye k trading k basics ko samajhlen tounke liye trading karna asaan hojaiga aur unke liye mufeed hoga jisse wo paisa kamasakte hain aur isse w trade ziada win karsakte hain agar wo tradeseekh kar karenge ...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      No dear ye aik asab usiness ha jis me eduaction must nahi ha balky is business me srf hmen is busioness ki knowledge chahye hoti ha tb hi hm is business me achi earning kar sakty hain or apna career bna sakty hain is business se..
      • #273 Collapse

        forex trading mai education ke buht zarorat hoti ha q k baghir wducation ke jub hum forex mai trade start karty hain tu hamne har waqat losss ka samna karna hota ha esly hmen chahhey k hum buht zyada education learn karin.
        • #274 Collapse

          forex tradinng k liye ap k pas sirf aur sirf experiance knowledge aur skill hony chae hain agr ye ho gi to ap easily tradinng kar sakty hain .forex business totally mind game ha .educaton sy sirf forex business ya koe aur buisness nahe chalta ha
           
          • #275 Collapse

            asalam-o- alikum eduction is very basic in every field of life. forex trading ka liya hme koi classes tu nh lani prhti but basic information jo ka forex sa related hon unki zarort hoti we need a skillful practice via demo account we can get experience from our senior forex trader than we can easily handle this business too
            • #276 Collapse

              Forex trading ek international business hai lekin uskay bawajood is main kisi khas required education ki zaroorat nahi bus sirf basic education he kaafi hai forex main trading start karny kay lie or na kisi khas course ki zaroorat hai bus aap ko forex trading kay demo account per practice ki zaroorat hai agar aap practice kar kay experience haasil kar lety hain to bus aap real account main bhi trading kar sakty hain.
              AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
              • #277 Collapse

                Asalam alaikum dear ap ko.itne zarorat paray ge ka ap likh or parh sakoo jo kuch kahna ya poochna ho likh sakoo or samagh sakoo is ka ilawa kise digree ke zarorat nahi or na he jama krwane ja apna.
                • #278 Collapse

                  bro maira nai khiyal kai is market kai liyay koi education ki zaroorat hai because main nay buhat say aisay log dhaikhain hain is market main jo zaida parahy likhay nai hain lakin phir bhi is market say achi earning kar rahai hain so it is not necessary to get a degree for this market.
                  • #279 Collapse

                    ahan , education is sooooooooooooo much important in forex , matlb ye nahin ke ap graduate hon etc, education forex ki ho ap ko :)
                    • #280 Collapse

                      forex business mein education ki zarurat hoti hai taa k aap internet se is k rule nikal sakein or samjhein jis ki waja se aap forex business me ziyada se ziyada profit gain kar sakte hain.
                      • #281 Collapse

                        education sai insan ka mind behtar hota hai good thinking krta hai or kuch b seakhnai mai dair ni lagti or forex ki working online working hai banks k sath taluq rakhna parta hai english ani chahye planning krni hoti hai market ki working ko calculate krna parta hai to in sab k lye education bohat zrori hai education sai he koi b cheaz ati hai or forex ki learning online hai is ki charts ki working ki books kafi english mai hai to in sub ko seakhnai k lye humai good education ki zrorat hoti hai.
                        • #282 Collapse

                          education ki tu zarurat har waqt rehti hai forex mein especially jub insan ko har roz aik nai situation ka samna krna parta hai. Lekin koi bhi course krne ki zarurat nai kyun k un courses ka koi bharosa nai jub k mostly material free avaiable hai internet pe.
                          • #283 Collapse

                            forex mein zyada education matter nhi kerti ager kuch matter kerta hai to wo apka hardwork kerna hai jis ki wajha say he forex mein apki ek na ek din success hoti hai so education k sath sath forex stretegies ko seekhny ka time do
                            • #284 Collapse

                              dear friends and Brothrs salam to all .,,.,. jee nahi bhai education ki nahii balky kay appki mehnat ki knowledeg ki skils ki information of forex trading ki zarort parti hain kay ap kay pas is business ka kitna experience hain aap kar skty hain yeh
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Forex trading key leye koi khas course nahi karna parta, bus aap english aur urdu parh letey hon to yeh business aap ko faida dey ga. Aap different website ko study kar sako gey aur different traders ki opinions ko bhi parh sako gey. Demo account main kam karain aur market key trend ko samjhain takeh aap aap planning sey lots lagain aur loss say bachey rahain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X