education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    koi bi aisa profession nahi hay jis ma hamen knowledge ki zarorat na ho or khas tor pay hamen forex treading kay leay to hame khas tor par knowledge ke zarorat hoti hayagar hamary pas knowledge ho ga os cheaz kay barey ma jis ko ham perfom kar rahey hain to hamen es kay leay koi mushkil nahi hoge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      naheen forex par kaam karny k lye apko itna zyada qualified hona lazmi naheen hay agar apko computer or internet ka basic knowledge hay to apko is parr kaam karny main koi mushkil naheen ae gi so ye mat socheen k apko forex par kaam karny k lye weleducated hoa chahye to asa koi naheen hay
      • #78 Collapse

        g han dear forex mein achi education bhe hona zarori ha jis sy ap forex ko easy learn kar sakty ho kiyon k forex world best buiness ha is lye is mein acha experience ap ki life change kar sakta ha
        • #79 Collapse

          AssalamoAlikom is kam ma app ka pass education ka hona zarori ha ku ka phir hi app posts kar sako ga or app ka kam ho saka ga
          • #80 Collapse

            Forex me education ka hona bohat zarori hota hai qk is me humy bohat kuch online search karna parta hai Forex trading ka bary me aur os ko read karna parta hai . Forex ka lia course ki zarorat nahi hai qk aj kal online searching se bohat kuch hum hasil akr sakty hai . Ap Forex Pak Forum se be bohat kuch learn kar sakty hai aur demo account se be .
            • #81 Collapse

              dear forex ke liye education hona chaiye phir ja ke hum forex ke samjh sake ge agar hum educated nai hai to hume forex ko learn karne or samjhne me bhut mushkal ho gi is liye agar hum educated ho ge to forex ko easily learn kar ke trading kar ke earning kar sake ge
              • #82 Collapse

                education aik aisi cheese hay aap jo b kaam karo us main zarorat hoti hay. forex trading kay liye educetion zyada say zyada yae hay kay aap ko forex kay baray main full knowledge ho
                • #83 Collapse

                  bilkul forex m education ki bilkul neeed hai aapko chaheye hai k aap atleast itnay to educated hooon k aap computer use kar saken aur forex ki basic values ko samajh saken takay ap trade kar saken
                  • #84 Collapse

                    well ase to koi khas education hasil karni ki zarurat nai he but koi b kam karne k lye education hona bht zaruri he r forex me b education hi kam ati he qk jb tk apk pas education nai hoge to ap forex ka kam nai kar sakte he r apko kam karne me masla hoga forex ko karne k lye itni education honi chaiye k insan forex ki market r forex ka kam samaj sake .
                    • #85 Collapse

                      dear members gee ha bilkul mere khayal mein forex mein education bohut xaruri hai aik uneducated person forex forum mein work nahi kar sakta q ke is ke liye knowledge ki xarurat hoti hai
                      • #86 Collapse

                        forex ka kaam karne lye ya koi b business ke lye education zaroori hai MBA or us ke baad forex ki learning....
                        • #87 Collapse

                          Brother forex aek aesa buisness ha jis mein hamary liye education bohat zayada zaroori nai ha lekin us mein hamary pass ak achay forex k knowledge ka hona bohat zaroori hai
                          • #88 Collapse

                            g bhai jaan forex may tu bhai jaan hum ko education ki bhai jaan bukhat hi zayada zarurat hai bhai jaan is may ko shak nahi hai bhai jaan
                            • #89 Collapse

                              sir bilkul yaha education ki zarorat ha ham yah say begar education kay kam nai kr saktay ha hamay study chahiye hoti ha to tab hi ham forex trading kr saktay ha hamay yaha learning krni hoti ha yaha say knowledge gain krna hota ha jis insan ki edcation nai ho wo forex paay trading mujay nai lgat ha kay kr sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                han agar hume forex karnay k lye education mil jae to is say bari baat nahi ho sakti hai hum ko forex ko zror dekhna aur karna chaye k hum ye kam kar sake aur yehi cheezon ko dekhna hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X