education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he r education ki nees tu her field main hoti hai....but trading k liye koi bht higher education ki need nahi hai ap kum education k sath bhi trading join kar sakte hain but ap ko Is ki basic knowledge honi chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mery bhai forex trading aik aysa business hy jis men kamyabi hasil karny ky liy education boht zayada zarori hy agr ap forex trading business men kamyabi hasil karna chahty hen to ap zayada sy zayada education hasil karen education kamyabi ki kunji hy bagher education ky forex men kamyabi hasil nahi ki ja sakti
      • #63 Collapse

        dear in forex trading there is not required high level of education but trader of forex should know the basic knowledge of forex trading market so if any trader want to get success in forex trading market then he should try to learn all techniques and strategies of forex trading market and gain knowledge of market trend
        • #64 Collapse

          education to hr ksi k lye must hoti hen aur forex trading start krne k lye ap ko bht zeada qualifications ki zrurt ni parti bt apko forex trading ko achi trah learn krna parta aur bht practice krni parti uske bd ap achy trader bnty ho
          • #65 Collapse

            uwesay to forex trade men enter honay k liye ksis degreeki zarura tnhi.per apni trade ko behtar rakhna ho to apkay pas education ki zarurat hy.apko zarurat hy forex ko nhi un k usnay to apko enterkarlia hy agay ap cahay loss lo ya profit.achi education yani ap qualified honagay to apko asan i hogi trade ka knowledge samjhnay kliye.warna itna to lazmi hy k ap mukmaal knowledge trade k mutallaq aur demo per achi practice kar k ao
            • #66 Collapse

              Forex business main basic education ki zarorat hoti ha trade ki bhee or computer ki bhee kionkay es kay b aghir ap ko proper trade naheen ker sakien gaiy esliya forex ko proper learn kernay kay baad he real trade main enter hona chhaiya jo loog forex ki taleem ko importance naheen datay un kay success ka chance kam ho jatay hain.
              • #67 Collapse

                Asalam O Alikum jee doston forex trading main to kieya donya key har field education ki zarorat hai forex trading main to bohat zidad zarorat hai kiun key main doneya pe nazar akhney key liey news ki zarorat hoti hai jo ziyada tar English main hoti hai
                • #68 Collapse

                  itni zyada zrorat nhi hy education ki zaroorat jitni ke log samjhte hein
                  lakin aisa nhi hy ke education ki zaroorat nhi hy zrorat hy
                  • #69 Collapse

                    well Edication is most needed in all work chahay wo forex ho ya kohi bhi kam hoagher app educated nahi ho ghay tu app kabhi bhi wo kam nahi samaj sakta hai liya app ko forex kay kam kay sat education bhi complate karni chaya
                    • #70 Collapse

                      ji bhai forex trading seakhnay ky lye koi education ki zaroorat naheen hy, agar aap kum taleem yafta heen tu bhi trading seakh saktay heen. laikun zayada taleem yafta trading juld seakh jatay heen oor wo learning ky hawalay sy hur qisam ki web site ki study ba aasani kur saktay heen.
                      • #71 Collapse

                        hai is smain kafi zarurat hai kam sy kam ap ko is smain likhna aur parhn ataa ho ta k news waghara parh sako ap aur sahi trading kr sako ap . Forex sbs y best hai .
                        • #72 Collapse

                          ap kum education k sath bhi trading join kar sakte hain but trading ki proper learning aur knowledge ki bht zyada need hai.forex ke liye education hona chaiye phir ja ke hum forex ke samjh sake ge agar hum educated nai hai to hume forex ko learn karne or samjhne me bhut mushkal ho gi.
                          • #73 Collapse

                            In every stage or anywhere education can play very important role, in my point of view educated person never facing loss if you compare with uneducated person. with education we can easily take right decision on right time and change our life style as well.
                             
                            • #74 Collapse

                              Education forex k leyh bohat zarori ha agr ap ke English achi nhe ha toh ap news per trading theak say nhe kr sakty so forex k leyh education bohat zarori ha.
                              Forex strategies for beginner click here .... :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                kisi b buainess ko start krne k liye us k bare me jaanna or samjna bht zarori hota hai isi tarah without knowledge ap forex tradinf start ni kr skte is k liye pehle ap ko demo account se practice krni hoti is ki tactics and pair se waqf hona hota hai kese market change ho rhi hai is ka reasin kia hai or chart kese read krte hai kese abalysis jrte hai ye sb initial requirements hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X