education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Forex trading krne ke liye koi khas course ya koi ziada education hasil krna zaroori nhi hai ye koi bhi kr skta hai kyu ke ye bht easy hai is liye ye koi bhi kr skta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Trading ke liye aap ko koi khaas qualification required nai hoti hai lekin phir bhi aap ko basic education honi chahiye take aap eik ache trader bn saken aur apne kaam asaani se karen
      • #48 Collapse

        Assalam-o-Alaiqum, basic education kafi hai k bas andaza ho k kya cheex kaisay hain.. usk elawa kaisay profit ko increase krna hai ye to experience sei ata hai baqi esk liye i dont hink k koi certifications wagera hain to bs basic education in enough for it
        • #49 Collapse

          ji bilkul ap sahi khe rahe he tranding k lye education ki zarurat nh hoti apko bus kuch experince lzmi hna chaiye hr cheez k lye thri bht education hna lzmi he yeh buhaat help full hain berozger k lye
          • #50 Collapse

            Dear ap ko Forex trading k liye itni education ki zarorat hai k ap Forex business ko aram sy samhaj saken is k liye kisi degree ya diploma nahin chaiye hota ap is ki learning khud net k through kar sakty hain ye ik acha aur profitable business hai .
            • #51 Collapse

              forex trading k liye apko koi special coures ki zarorat nahe hoti hay.bas ap k pass iski knowlage or learning honi chaye.to ap forex per stay kar saktay hein or is say profit bhee earn kar saktay hein.
              • #52 Collapse

                Forex trading me work karne ke liye ziyada nhi to 3 cheezon ka janna zaroori he.
                1: English ki samajh hona.
                2: Computer ki operating ka aana.
                3: Internet ki operating ka aana.
                Ye 3 cheezin forex ko seekhne se pehle seekhna zaroori hen.
                • #53 Collapse

                  bhai forex trading aik bauhat aacha business hai bhai iss kay liye education bhi zarori hai app kay pass itni education itni tu honi chahiye kay app aram say iss business ko understand kar sako aur app ko iss kay liye computer literate bhi hona parta hai iss liye bhai education bauhat ziada zarori hai
                  • #54 Collapse

                    dhekhen aj kal ki genretion me educated hona bht important hai jab tak k ap k pas knowlegde nahi ho g to ap kese koi kaam kar paye gy so educated is so important ur future and life.
                     
                    • #55 Collapse

                      Asalam alaikum dear. nhe forex kay lie apko koi higher education ki zarurat nhe hai bas apko chahye kay apko forex ki knowledge ho jitni ap rakh sako aur jab time guzrayga wakt kay sath apko experience bhe hojaiga khud
                      • #56 Collapse

                        No dear forex trading ko karny kay leay kese specific Qualification ki zarorat nae hoti hay hamy just ager Forex trading ki knowledge ho to yehe kafi hay hamy forex trading ko learn karna parta hay other wise without learning forex trading we are nothing and we can not work appropriately so hamy forex trading ko achy say learn karna chahye
                        • #57 Collapse

                          jee forex trading business main education ki zaroorat hoti hai without education yahan kaam karna useless hai kyun kay aik well educated aadmi he aik successful trader ban sakta hai kyun kay woh is business ko jaldi pick kar leta hai.
                          • #58 Collapse

                            Humy forex ko karny k ly mukmal taleem ki zroort k sath saug prastice ki bi zroort hy.forew aik professional busines hy,humy es ko start karny k lay mukamal taleem hasil kerni hogi,haqaqit bat ya bi hy k business k ly mukamal educational,planning or growing skills chahiy hoti hy.
                            • #59 Collapse

                              education is the best and the strongest weapon one can have in this world. you need to be educated to work in any field. but in forex it is not at all necessary. you don't higher education or degrees to work on this platform,this is the best part. anyone can work easily here and make a handsome amount of money to make themselves a living.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g mere bhai ap ko forex k sath sath knowledge ki bhi zarorat hain.agar ap knowledge hasil karo to ap k liye best hain.knowledge ni hain to ap is field main loss karoga...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X