education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Yes Dear ap na acha question keya ha to dear Forex Pakistan ma ma agr ap na work krna ha to ap ko education ke atne zororat nahi dear bas Forex ka bhara ma thora sa knowledge hona cahya aro computer thora boat chalana ata ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      jee han aisa hy ke is mein koi khas zrorat nhi hy education ki is mein ap ko bus kam ki chezein hi aani chahiye is
      itna zyda zrorat nhi hy ap ko taleem ki is mien kam ka method ap ko aana chahiye is mein
      • #183 Collapse

        hello dost,ap ma achi sawal pocha k forex ma education ki zrorat hai ya nahi.sirf is field ma nahi kisi bhe field ma ap ko education ki zrorat hote ha q k agar ko k pass knowledge he nahi ho ga to ap kasy us kam ko kro gy ya kasy apni problen's ko solve kro gy...................
        • #184 Collapse

          Forex aik great online international currency exchange business ha is ko start karne se pehle is ke bare main proper knowledge gain karna bohat important ha aur Forex ke bare main knowledge gain karne aur is ko janne ke liye thori bohat education gain karna zarori ha ta ke successful trading kar saken>:)
          • #185 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustafa shah پيغام ديکھيے
            forex trading k liya kitne education ki zaroorate hai ya koi khas zaroorate nahi hti hai.ya forex trading k liya koi khas course kernay ki zaroorate hti hai?
            education ke zaroorat ap ko har field mai hote hain lakin forex k business mai ap ko ziada higher education ke zaroorat nhe hote lakin
            Education is the most powerful thing in the whole world
            • #186 Collapse

              forex mai education ki wesay tu koe zarat nahe hai agar ap k pass kafi knowldge ho tu ye ap k leye ak profit mai azafa karnay wali baat hai aur ye asani day ga ap ko
              • #187 Collapse

                trading k liye koi bht higher education ki need nahi hai ap kum education k sath bhi trading join kar sakte hain but trading ki proper learning and sath training ki b need hai tb ja k forex ki samij ati hai aur risk k chances km hoty hain.
                • #188 Collapse

                  Aslam u alaikum, g bahi is dor main to education har kaam k leay zrori hy, r trading to business hi english main hy, forex pa kaam krny k leay kam sy kam itni education must honi chaey k aap achi tarah sy english samaj sakty hoo r us ka jawab b dy sakty hoo,
                  • #189 Collapse

                    yes brother is business main education ki bohot hi ziada zaroorat hoti hey aur aik achi education se hi hum is business main achi trha se kamiyab ho saktye hain aur yahan se achi income get kar saktey hain.
                     
                    • #190 Collapse

                      education ki kuch khas zaroorat nahin hoti hey is business main aur agar hamarey pas aik acha knowledge ho forex ke barey main to phir hum yahan par achi rtha se kamiyab ho saktey hain.
                       
                      • #191 Collapse

                        forex ke as such kisi khas qualification ki zaroorat nae hoti yhe is ki khasoosiat hai ke aap me se koi bhi is ko join karsakta hai bas aapko forex ki basics ani chahiye hard work aur ractice karte rahna chahiye demo pe take aap successfully trade karsake.
                        • #192 Collapse

                          han bilkul education ki bhi zarorat hoti hy aur forex aik good business hay aur fresh mind people is say fresh income made kar saktay hay kuch log tu forex ko seekhty hi nahi hay aur wuh seedha real account par trading kar detay hey jis ki waja say un ka account bhi khtm ho jata hay mein forex say ab achi earning kar leta hon .
                          • #193 Collapse

                            han dead bilkul sai kaha hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub d kamysb ho skty hjy zaida sy zIda mehnat krni chahiyehagar kamyab hona chsta hai hmy bht zauda mehnat krbi chahiyeh tub e kamyab ho skty h
                            • #194 Collapse

                              education say zada zaroori app k liye is mai basic skills hai ager app is mai achi learning kar lete hain tu app ko bht benefit hai or app ko yeh life tym tak benefit deti rahi ge is baat mai koi do rae nahi han yaad rakhye ga yeh tym waste nahi hai bal k life tym earning hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                g forex trading business kaliaye aap ka educated hona lazmi hai. agar aap educated hoon gay tu hi aap market kay mutaliq knowledge hasil kar sakte hain. trading kalaiye course bi hote hain un ko kar kay bi trading ki ja sakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X