education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    mere dostoo forex ke liye education hona chaiye phir ja ke hum forex ke samjh sake ge agar hum educated nai hai to hume forex ko learn karne or samjhne me bhut mushkal ho gi is liye agar hum educated ho ge to forex ko easily learn kar ke trading kar ke earning kar sake ge is liye education zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      dear ap education ki zyada zarorat nahi hoti ap ko just english ki basic knowledge honi chahye ap is me bohat assani sy kam kr skty hen or is me earning hasil kr skty hen
      • #138 Collapse

        jnab forex men education ke boht zrorat hoti hei parha likha insan he ye busniss kr skta hei education k sath sath apko training ke bhe zrorat hoti hei us k baad apko forex trading ka knowledge hona bhe zrori hei taa k ap achy sy ye business kr sken
        • #139 Collapse

          g bilkul trading krty huy ap ko us k bary main education ki bht zarurt hoti hai education k bgair koi b kam ya business nahi hota
          • #140 Collapse

            The Forex business is only for educated persons,not for uneducated persons,therefore,if you are educated and having nothing for doing then you must join to this business and earn money from this business,and enjoy to their life.first learn and then earn.
            • #141 Collapse

              forex trading k leye app ko kisi bari professional education ki zaroooorat nai he app is men normal matric education par kar skaty hen just forex ko samjhny ki bat he,
              • #142 Collapse

                bhai jahan tak iss kaam ka sawaal ha to main to nahi samajhta ke iss kaam main aap ko education haasil krney ki bhi koi zaroorat ha kiun ke iss kaam main koi aisi khaas baat nahi ha jis ke liye aap ko iss ki education haasil krni parey aap iss kaam ko practice kr ke hi iss kaam ko sikh saktey hen lekin iss ke liye aap ko iss ko pori concentration se krna ho ga
                • #143 Collapse

                  mere khyal se hr kaam men bht zayada meghnat ki zarrorat hoti he is liye forex men bht zayada education ki zarorat bhi he aap learn kren zayada se zayda ta k aap ki galtya kam se kam hn or income daily base pe increase ho...............
                   
                  • #144 Collapse

                    education to must he forx trading men bhai jaan is k bagair mere khyal se aaap earning nai kr sakty agr forex men earning krni he to pehly is ki education len or phr practice k sath tradinh start kren warna loss ko bhi face krna par sakta he bhai jaan...
                     
                    • #145 Collapse

                      janab mei samajta hu k is kam mei knowledge hasil kiye bagher succesful hona bohat mushkil hai kyu k koi bhe kam ho usky liye apky pas uski knowledge hona zaruri hai phir he ap succesful ho sakty hein
                      • #146 Collapse

                        Forex market education zarori bhi he kam az kam ap ki education middle tak bhi ho tu ap forex market ma kaam kar skte hen
                        • #147 Collapse

                          assalmu alaikum bhai g forexme education ki zrort hoti hai q k forex seekhnay k liye ap k pas dimag hona chahiye ta k ap jaldi se seekh sako aur ye haii hi dimag ki game
                          • #148 Collapse

                            jaisay hi humain forex trading ki zaroorat ha wesay hi humain learning aur education ki bhi zaroorat ha keu kay puray world main forex per work kernay waalon ki taadad main aik sab say bara hissa students ka ha wo students jo khud apnay expensis puray kertay hain forexper work ker kay.
                            • #149 Collapse

                              g han brother apka yahn par kaam karny sy pahly apko yahn sy proper learning karni chaye hai ye bohat zarori hai yahn par apka educated hona lazman hai agr ap educated ne hain to ye kaam kpky lye ne hai sorry
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                meray khyal se aap k liye zyada educated hona zarori nahi hai q k forex ka business bohat hi zyada easy business hai iss business ko kam educated log bhi kar sakte hai......
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X