Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    forex me mind ke hemat ke zaroorat hote he agr ap ka mind accept krta he forex ke trading ko to fr koe problem nae ho skte he agr ap ka mind theek he trading ko kar skte ho to fr ap ke hemat bhe ho ge best he ka dil ko be agree kya jy k wo be khosh ho jy es kam me taky earning best ho jy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Bilkul mere bhai forex ke business ko karne ke liye bohat himmat chaiye kyuke forex aik bohat hi risky business hai humhe bus loss uthane ki himmat hone chaiye bus ap forex ke market se experience le ge to ap ko himmat automatically ajaye ge kyuke forex aik dunya ka number one business hai.
      • #123 Collapse

        ji ha trading main basically ek trader apni hemat ki waja sa ho is business main earning karta hai our Forex trading main hemat is liya zaror hai ka trading maian market bht up down hote ha liya shai time pa los our profit humi dakhan parta ha .is liya hemat ki need hote ha .
        • #124 Collapse

          yahan sara kam hi himat ka hy yaar. jab aap ko loss hota hy tab apa ko himat ki zrorat hoti hy. jab aap ki tradre loss main ja rahi hoti hy tab aap ko himat ki zrorat hoti hy jab aap ki trade TP ko hit nai kr rahi hoti tab b aap ko is ki zrorat hoti hy
          • #125 Collapse

            yes himat required because you are taking risk by investing a huge amount so that if you have a power to bear ups & downs then you may succeed
            • #126 Collapse

              Jee bro himmat forex trading men bohat kaam ati he agar admi himmat karta jai ga learn karta jai ga markit ko tou aik na aik din tou zarur success hogi aur bohat profit hoga usko agar ziyadah learn karega
              • #127 Collapse

                Jee haan bhai forex main hamy apny emotions per control krna hota ha jis say hamy apny account main loss ho sakta ha so apny emotions ko control krain.
                Forex strategies for beginner click here .... :)
                • #128 Collapse

                  ji bilkul ap ko himat chahia hoti ha forex ma is ma ap ko loss sa bi samna kar parta ha is lia ap ka andhar jitni himat ho gi ap utna hi is ma muqabla kar sakay ga or himat wala hi is ma aga ja kar success hasil karta ha acha sawal ha ap ka
                  • #129 Collapse

                    Forex trade karny ka lay himat lazmi cahy qu ka jis ma himat nahi ha wo kuch nai kar sakta wo trade kaet howa dry ga ka kihi mujy loss na ho jay may passy dob na jay.is lay ma samjta ho ka Forex trade karny ka lay himat or time chay.ya lazmi chez ha.
                    • #130 Collapse

                      stamina ki zarorat hoti hai aur ap ko energy and efficiency ke sath kaam kr sakhte hai, kyo ke aap ko market pe long time ke lye bethna hota hai aur time dena hota hai trading platform pe jis ke lye ap ko apni capacity badhani hoti hai
                      • #131 Collapse

                        ji han bilkul humain forex trading k liye himat ki zarorat hoti hai or himat is sence main k humain trading k bary main full knowledge ho trading main kabhi loss kabhi profit hota hai us say nahi ghabrana chahiye agar ap samjhty hain k humain is field main comand hai to confidence k sath trading karain bus inhin baton per amal ker k insan himat hasil ker sakta hai himat kahin say nahi milti apni qabliyat say insan k under khud paida hoti hai
                        • #132 Collapse

                          Dear Brother! Bhai mere ap koi business bhi karen us ke liye 2 cheezen must hayn aik paisa or dusra Himmat, Jis tarah business mein paise ki bohat value hoti hia usi tarah Himmat bhi bohat value rakhti hai, Forex mien bhi definitely himmat chahiye. Thanks..
                          • #133 Collapse

                            yes dear himat is a necessary part of forex because forex trading is a risky business so forex trading requires himat to take high risk because profit of a trader is price of risk so more himat more risk more profit no himat no profit.
                            • #134 Collapse

                              G hanbaheyo Forex trading mainhimat to chheya he hotey ha or is key trading mainbohat zayada zarorat b hotey ha or ahmeyat b hotey ha is leya kay is say he ham trading ko kar saktay hain or is say he ham apna loss b bardashat kartay hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dear forex main ap k pass confidence or knowledge hogi tu ap aik achi trading kar k aik acha profit gain kar saktay hain or agar ap k pass na himat hogi na experience tu kabhi bi success hasil ni kar saktay ye aik difficult work hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X