Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    ji han bhai trading main risk hota ha aor forex trading risky business ha aor trader ko is main kam krny ky liay hmiat sy kam krna ha aor trading main confdience sy trade krna ha aor trader ko kafi active rhty howy trading krny sy big profit earn ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      yes dear hammy forex trading sai traha sa kernay k liye hammy himmat b chaiyie jiss sa hum achi trah trade ker paiyie ga jabb hammy loss k darr ho ga tuo hamm achi entery ki jaggah miss ker da ga or humm apna profit kamm ker la ga isi liye hammy himatt sa trade kerni ccahiyie jiss sa hamm achi jaggah entry la sakke..
      • #873 Collapse

        Aslam o alikoum dear brother ap ka question beautiful hai mary khyal main agr ap forex trading main kam kr rhy hain aur Market kay against aap ke trade chali jati hai too ess kay laiy kafi himat chahaiy...................
        • #874 Collapse

          G han himmat tou boht zaruri hy forex mein agar himat nahi ho ge tou aagy nahi chal sakty kyo k loss aur profit es kam ka hissa hain aur ye bhe hy k new ko tou shuru mein loss hi hota hy es liye himmat chahye ye sab hony k bad bhe aagy barhny ki
          • #875 Collapse

            Ji haan Forex trading main aapko confidence aur Himmat ki jarurat Hoti Hai Jab aap Himmat se kaam Karenge tab aap Forex trading but definitely Ek acche trader Ban sakte hain aur bahut jyada profit Hasil karne mein be successful ho sakte hain isliye Apne Himmat se kaam karna hai aur Kabhi Himmat nahi Harni
             
            • #876 Collapse

              heat hmain mahnat karny main he milti hai or jub hum mahnt karny hard work karny k airada karty hain tu hmari hemat se he milat hai es liye forex main bhi himat lazmi hai or jub hemat ho gi innsan khud he sikhy ga
              • #877 Collapse

                Forex trading main trade karne ke liye humain knowledge chaiye or uske bad hamare pas experience hona chaiye Forex ki market ka loss ho raha ho to huamin himat chaiye ke hum wait kar skain or self confidence ko zayda rakhain jo ke bohat zaruri hai.
                :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                Thanks in Advance
                • #878 Collapse

                  Ji haan Forex trading Mein Aapki Himmat bahut jyada Jaroori hai Himmat agar aap mein nahi hai tab of forest Mein kaam nahi kar sakte Forex trading mein Aapne apni Himmat ko maximum increase Karna Hai Jab tak Himmat hai ab tak tak Suraj main Zyada acche kaam kar sakte hai Himmat nahi toh office main kaam hi nahi kar sakte hai bahut jyada Himmat ki jarurat hoti hai
                  • #879 Collapse

                    g hamain market main confidence say hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main is k rules ko follow kar k hi hum real main acha perform kar sakty hain aur hamain is k bary main up aur down ko dekh k hi hum run kareingay
                    • #880 Collapse

                      g han is trading ko karnay kay liya himat hosla or saber buhat zarori ha.is kay bagayr ap is business main kamiyab nahi ho sakty.or jaha tak bat ha himet ki wo apko is business ka knowledge hasil karnay kay bad hi milay gy.jab apkay pas knowledge ho ga to apko pata ho ga kay apnay jo trade ki ha to apko 100% profit day ker jay gy..
                       
                      • #881 Collapse

                        dear friend forex aysa beznus h jis m los k chansis zyada hoty es liy forex ko join krny sy phly apny andr los bradash krny ki himat lao trending m himt ki boht zrorat hota h confidons k Sath.dreding krni chahiy.
                        • #882 Collapse

                          G Han Bhai forex mein bahot himat chahya forex wohi Kar sakta hai jis mein bahot himat ho ku keh forex aik risky Kam hai aur AP loss bhi Kar sakty Han aur earn bhi Kar sakty Han es Lia forex wohi log Kar sakty Han Jin mein bahot himat ho sirf wohi risk ly sakty Han aur her Banda risk ly bhi ni sakta aur forex mein wohi kamyab hai Jo risk ly sakta hai...
                          • #883 Collapse

                            han g himat hona tom is me zaruri hota he aor hame is k sath sath dhiyan se bhi kam karna chahye hota he khas kar k ye ek rissk ka kam he aor rissk wo banda leta jis k pas himat hota he`
                             
                            • #884 Collapse

                              ji bilkul forex mein himat chaheye hoti hy agr hm trades lgaty hy ar hmy loss hony ky chances nazr a rhy hon to hm ghabra ky khud he mistakes kr jaty hy jis sy loss ho jata hy so himat bht he zada important hy is liye isko kbhi bhi ignire nhoi krna chaheye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                G Han Bilkul Forex Bhi Himmat Bhi Chaiye.
                                Aik Hosla Jo Ke Apko Success Tak Lejai And Himmat Jo Ke Apko Loss Hone Par Bhi Forex Se Quit Karne Se Rokey Aur Apne Loss Ko Recover Karne Ke Able Banaye Apko. Forex Risky Hy And Yahan Profit Ke Sath Sath Loss Bhi Hota Hy And All Members Chate Hain Ke Unhe Profit Ho Loss Nai .
                                Magar Mera Ye Sawal Hy Ke Loss Fir Kiso Mileyga? Loss And Profit Dono Hamrey Liye Hain.
                                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X