Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
    Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
    Please share ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ge han humein forex mein him,nyt be cheny himnt hum ko kund karn phert hein yhe khan se nhe milt hein humein himnt karn ka achi earning karn cheny himnyt ka bger hum kabhi be kam nhe karn sakt hein
    • #3 Collapse

      ji haan hamen forex mai sab se zada mahnat or himmat ki hi zarurat hoti hai qk forex mai market up or down hoti rahti hai jis wajah se hamen loss bhi hosakta hai or profit bhi hosakta hai is liye hamen himmat se kaam lena chhaye
      • #4 Collapse

        Himat hamain achy knowledge se hi mil sakti hai aur agar hamary pass acha knowledge ho aur capital bhi ziyada ho to hum easily trading start kar saktey hain aur is se losing factor ko kam kia ja sakta hai aur kafi achi earning bhi possible hai is business main.
         
        • #5 Collapse

          agar hum forex me mehnat aur himmat nahi kare gaye to kuch nahi kar sakte ha ..is liye himmat ki bhot zaroorat hoti ha forex me ..jab tak hum agye barhne ki himmat nahi kare gaye tab tak hum success hasil nahi kar sakte ha aur us position per hi stand rhe gaye jaha per se start kiya tha
           
          • #6 Collapse

            G han forux me hme himmat and mahnat ki bhut zarorat hoti hai qk agar hmm mahnat nh karangay to hmaray andar himmat bhi nh a skay aur agay bhi taraqqi nh kar payngay.............
             
            • #7 Collapse

              himat or confidense say he trade karni chaye or is k liye demo pe kam karna hoga jab ap demo pe full train hojaye apki 80% trade profit me jaye to phr real acount mein bhee ap k us he tarha himat ya confidence say kam karna chaye jasay demo pe kartay hein.darna nahe chaye k yeh real ha.real ko bhee demo ki tarha bay khof hokar us per work karna chaye.
              • #8 Collapse

                g g bilkul forex may himmat bhi chahiye kio k ye trading ka kam hay is may din raat trading hoti rehti hay or jab trading ho zahir hay loss or profit bhi hoga bass samjh kar ye kam karna chahiye or agger loss ho ya profit kabhi kabhi bhi apna self confidence nhi khona chahiye.............
                • #9 Collapse

                  Well sab keh rhy hian k himmat ki zarorat honi chaye himmat compulsory ha. har kam k liye himmat ki zarorat parhti ha aisay he trading k liye bhe himmat hona lazmi ha. lakin himmat he zarori nahi ha balkay study bhe zarori ha forex trading sekhain phir trading kare.
                   
                  • #10 Collapse

                    Yes. himmat chaye. main phalay bhe answer kar chuka hon lkin apki asani k liye doubara bta don himmat compulsory ha forex ma. so himmat kare lkin phalay trading sekhain phir himmat kare.
                     
                    • #11 Collapse

                      gee brother her kam kerney key liey himmat or hosley ki zaroorat hoti hey. Agar aap loss bhi kar rahey ho to aap ko chahiey key himmat nae harni chahiey. Koshish kartey rahna chahiey aik din aap kamiat ho jaen gey.
                      • #12 Collapse

                        jee bhai forex trading me humain himmat chahye,himmat k bagair forex trading karna mushkil hoga or himmat humain kahi se nhi mil sakhti he ye humain apne andar khud lani hogi or sath hi dil ko mazbot karna hoga kun k is me profit or loss hota he is liye har problem ko face karne k liye himmat honi chahye...
                        • #13 Collapse

                          han g new user ko to trading ky business men bht zada hamat ki zarorat hoti hay kun ky trading jo bhi start karta hay us ko loss must hota hay loss ky bagar ye business nei kiya jaa sakta lakin ham ko loss hony ki waja dhoondni chahyia hamat sy kaam karna chahyia or yr sochna chahyia ky agar loss hoia hay to profit bhi ho ga
                          • #14 Collapse

                            yes we must have a great struggle and experience in forex I think coming into this business without good experience is very risky because only those people can make good money who have good practice and skills about this business and other can not make profit so come in real trading account after getting good experience.thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han forex may sirf himat he ani balkay is may zhanat mehnat or sabar b eham hen in sub se he hum trading ka experience hasil kr k ache trader bn skte hen agr ye sub cheezen nai hun gi tu hum dis heart ho k kuch b nai seekh skte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X