Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    yes may dear g forex trading may himat bhot hi important hoti hay agar ap forex may himat haar gay to ap is may kabhi kamyab nhi ho sakty hay is may mahnet or himat bhot hi zada zarori hay is may acha trader banay kay liya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      dear friends mein samajta hoon kay forex trading mein bilkul himat chahiay hoti hai kyun kay forex mein working karna bht himat ka kaam hai her koi forex mein kaam kar bhe nahe sakta
      • #273 Collapse

        ji haan hamen forex mai sab se zada mahnat or himmat ki hi zarurat hoti hai qk forex mai market up or down hoti rahti hai jis wajah se hamen loss bhi hosakta ha.
        • #274 Collapse

          Ji bilkull forex me aap ko himmat bhi chahiye hoti hy aur patience bhj chahiye hota hy kun ke is me loss ki possibilitirs hoti hyn yaani loss bhi aur profit bhi so humko loss ki surat me himmat se kam lena chahiye.
          • #275 Collapse

            himt to me samjhti hu hni chahiay her user me ku ky is ky bagir to is business me kamyabi na makmal hy or himt to tb hi ati hy jjb kisi user ky pas us cheez ka acha knowledge ho is liay jis user ky pas jitna acha knowledge ho ga wo utna hi himat wala ya himat wali ho gi.
            • #276 Collapse

              wesey to forex main himat se nahi aqal se kam leney ki zaroorat hoti hai apki knowledge achi hogi tu ap soch samagh kar trade karengey aur agar apko loss ho gaya tu apko apki himmat hi apka sahara baney gi apko help karegi money managment ko follow kar k next trading main loss recover karney main kahin himat bhi chahye hota hai
              • #277 Collapse

                gee han forex main kam karne ke lie ap ko himmat bhi chahie kun ke agar ap apni investment market main lagana chahte hain to ap ko himmat se kam karna hoga
                • #278 Collapse

                  G han begar himat kay ap work he nai ker sakty. Boht say trader dekhey hen me nay jo kay ak dafa loss honay kay bad es business ko chur dety hen but mera ak esa dost hai jis nay loss zayeda ur earning boht kum ki hai but wo aj be conect hai Trading say us nay himat nai hari.
                  • #279 Collapse

                    N0 ways.... F0rum mai har m0nth new acc0unt attach karnai ki k0e zarurat nhe hai, bs ek bar attack kar liya jata hai then aut0matically ap k acc0unt mai b0nus transfer kar diya jata hai and then u r start trading.
                    • #280 Collapse

                      G han forex trading main himat be chaye loss ko bear karne ki. apko apne friend ki example deta hon. jis nay mujy forex trading learn karwae , ak din os nay GBPUSD par trade ki or osko 145$ ka loss ho gaya or wo ronay laga. its true dear . os ka sara balance finish ho gaya. so is lehaz hai himat be chaye forex trading main loss ko bear karne ki.
                      • #281 Collapse

                        g bilkul janab himat to lazmi hai himat ni hoge to ap loss ni brdash kr skyn gy ply trading me loss brdash krna parta hai phr earning stat hote hai jb experiance ho jata hai..or jo ap sl yah tp rkhty hai jb sl hit hota hai to usy bardash krna hota hai yah apki himat pay he depend krta hai
                        :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                        • #282 Collapse

                          there are so many people losing thir capital in forex at all time and one of the reason for this is that many people do not have the knowledge and experience to trade success and that is why the say that 95% of traders loss in this business. if you wat success in this business then you must stay focus and get knowledge
                          • #283 Collapse

                            ji haan hamain forex main himmat or lagan sy kaam kara chahiya kiyon k forex market utaar charao hota rahta jis say hamain loss bhi ho sakta hy or profit bhi to hamain forex main himmat or lagan sy kam karna chahiya hamin kabhi bhi apna confedence ko khona nhi chahiya
                            • #284 Collapse

                              g han jnab loss uthanay k liay insan ko bht zayda himat chahiay hti hy n yahan maximum logon ko los hta hy jo k acha nahi hy is liay is kam me insan ko bardasht chahiay hti hy bht zayda n mental control
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                This is very important matter to discuss that why trader fails in the trading. There are lots of causes for this incident. And i am totally agree with your opinions. I think lack of concentration, emotions and greed are the main reasons. So you must need to forget these things. If you have enough knowledge, then you can definitely get some good results.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X