Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    dear members mistakes aik sabaq de jati hain aur aik successful trader ki qualities main ye b ha k aik dafa jo mistake ho jae us ko dobara nahn karta jo us k experience main izafa ka bais ban sakti ha achi planning se apni mistakes ko control kia ja sakta ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      It really depends on the person whether they take advantage or make it useless but i I think mistakes and blunders are the best teacher that teaches those lesson that no body give and its up to you that you take it positively or not
      • #588 Collapse

        mistakes se hi hum si ami acah earn kar skty ahhyhn , hum sb si mai jtni zada mistakes kry hyn , or hum agr un sb se sabaq hasil kary hayn atb humre liy yah bhooot fauiad mand hota hay mai is mai apni mistakes se achi taraha faiad uthana cahye .
         
        • #589 Collapse

          dear jahan tak main knowledge rakhti hun to man samjti hun k forex aek aesa buisness hai jis main haman loss sy haman sirf nuqsan he nai hota hai balkay haman is sy faida b hota ha aur haman is main bohat kuch seekhne ko mil jata hai aur ham is main loss sy ak acha lesson b le sakte hen
          • #590 Collapse

            forex trading me ager hame loss hota hai to hame us se sikhna chahiyie or loss insan ko business me dubara ghlti karne se mana karta hai mistakes se hame nuqsan to hota hai lakin mistakes hame age se ghalti karne se rokti hain
            • #591 Collapse

              hmm mistakes, mistakes ka hona boht zarori hai agr ap mistake nahi kro gay tu ap ko pta kaise chale ga k ap kis level me kharay ho.mistake se nuqsan tu hata hai k ap apna capital lose kr jatay ho bt faida b hota hai k ap notice krte ho k ap ne kaha galati ki or next time galati nahi kro gay
              • #592 Collapse

                o dear mary bahi zahri see baat hay k jab hum mistakes kary gay to os ka hum ko dafinataliy noksan he ho ga.par is mistake ka hum ok bohat ka faida be hota hay.fida yah hota hay kar hum os galti ko dobra nai kartay ta zindagi kat.or jab hum dobra galti nai karyn gay to hum ko is ka faida he ho ga.
                • #593 Collapse

                  bhai jan jaha tak mera khayal ha k forex mai mistakes sy hm kafi kch sikhty han or trading mai dobara galti karny sy bach jaty han or trading mai jb b hm kopi galti karty han to os sy hamain aik laessoan milta ha or hm dobara wo galti kar k loss nahi karty han
                  • #594 Collapse

                    mistakes se kabhi koi faida nahi hota sirf or sirf loss he loss hota hai is lye jitna mumkin ho sake mistakes se bach kar carefully trading karni chahiye or lalach or ziada profit ke chakkar me kamana nahi chahiye .
                    • #595 Collapse

                      jnab bat to achi ki hai apny or gltion sy hmesha seekhna chaiaye or positively i lena chaiaye ku k us sy hmain boht acgha faida hoga hm learn zyada krain gy or ye b hai k agr kbi hm ny koi big loss kia hoga to jnab phr us glti sy hmain sbq mly ga or next time usy overcome krny ki koshsh krain gy
                      • #596 Collapse

                        han bilkul ya hamary liya bohot zada faidy mand ha ham jab tak galtiya nahi karty hamy us chiz ka ahsas bhi tab bohot achi tarha ho jata ha mgr hamy har nai mani chai ha hamy us galti se faida authana chai ha ..
                        • #597 Collapse

                          I most of people are getting the great benefits from their mistakes, we just need to think about it carefully then we can also get the best knowledge and experience from our mistakes, and then we can do the successful trading due to our mistakes.
                          • #598 Collapse

                            mistakes say on the spot to humy nuqsan hota hai but ager haqiqat may dekha jay to wo hamara faida he hota hai aany waly dino may q k hum again wo himaqat nai kerty to ghaltion say hum bohot kuch seekhty hain
                            • #599 Collapse

                              hye dear brother jii haan aap ka sawaal bohat achaa thaa aur bataana chahtu hoon ke mistakes achain hote hain aur bohat say log yahin karte hain ke kuch losses ya mistakes ke bhaad traiding bilkul chor they hain aur mistakes ko accept karna chahye kyunke in mistakes se hum experience haasil ho sakte hain aur bohat fayda mand bhi hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                mistakes se hume os waqt tu nuqsan he hota hy lakin in ghaltiyon se hum future k liye bohat kuch seekhte hen is liye agr isne hume nuqsaan hota hy tu baad k liye hum in se seekhte b hen jo hmary faidy k liye he hota hy so apni ghaltiyon se dil chota nai krna chahye os inko next time k liye theek krna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X