Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    salam dosto,mistake insan sa hoti ha or jo mistake kar ka us sa sekhta ha wo kamyab hota ha or jo ,mistake karta h rhta ha to wo insan bewaqof ha q ka galti is lye hoti ha ka ham kuch sekhy.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      dear main ne jab b loss kia hai to uske badlay main kafi khuch seekhnay ko mila hai but agar dubra wohi mistake kary to yeh bat theek nai hai ap dubra mistake repeat nai karay kabhi b
      • #438 Collapse

        yes we learn a lot from our mistakes if we have intrest then we can make a lot of money from the forex trading market and can change out life .........
        • #439 Collapse

          Dear forex trade may mistake karny say profit ke bjay loss hota hay lakin aik acha trader apny loss ke waja maloom karta hay aur apni mistakes ko khatam karta hay aur un ko repeat nahe hony daita aur is trah say mistakes say bhe faida uthaya ja sakta hay
           
          • #440 Collapse

            If we think positive then we can get the great benefits from the mistakes, otherwise loss is very common if we avoid our all the mistakes, so we need to get the benefits from the mistakes to learn from the mistakes, and seek lesson from that, mistakes teaches us good lesson can make us strong.
             
            • #441 Collapse

              dear senior trader se agar mistake hojaye to wo os se ziada had tak faida ottate hai kioke wo os mistake ko duhrate nahi hai . aur jo trader greedy hota hai aur os ne learning me mehnat nahi kia hai wo mistake se faida nahi otta sakta hai aur baar baar mistake karke lost karta ha i.
              • #442 Collapse

                dear ye mistakes bhi hamara experience hai plus point hai in mistakes se he hum sekhty hain apni galtion ko bas accept kar k os ko analyse kar k pher solved karein k is trah kyun hua pher un galtion ko chahye k next time repeat na karein ya pher wo galtian theek kardein apni ager nahi ki to hum disappoint ho k chor dety hain trade karna he
                • #443 Collapse

                  yep positive thinking sy hum motivated rahtay hain. phr forex main ghaltian kafi hti hain likan agr hum un ghaltiun sy learn karen aur dobara unko na repeat karen tu hum successful trader ban saktay hain.. nuqsan humen short term hta hai likan learn kia hua lesson long term k liye acha hai
                  • #444 Collapse

                    dear bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan .
                    • #445 Collapse

                      mistakes sa hamian loss to hota he ha. but is business ma mistakes sa hum boht kuch sekh jatay hn. forex trading 1 asa business ha jo just knowledge honay sa nhe ata ha. hum jub tak trading ki practice nhe karain gay hamain is business ma earning nhe ho ge. or humain apni mistakes sa always learn karna chyae.
                      :p;):cool:
                      • #446 Collapse

                        mistakes se nuksan bhi hai or faida bhi .
                        faida ye hai k is se hum bht kuch learn krte hain mistakes humein bht kuch sikhati hain
                        • #447 Collapse

                          ager koe be forex trader koe forex trading main mistake karta hai. or os mistake se kuch seekhta hai. or ye dekhta hai. kay oski mistake ki waja kiya thi. to osko faida ho ga. or ager wo isko ignore karta hai. or tawajja nahi deta . or next trade karta hai. to ye os kay liye bhot he nuksan dah cheez ho gi.
                           
                          • #448 Collapse

                            mistake se app ko nuksan hoga yea bat sas hai lakin app agar us mistake se kus learn kar skata ha to hi app assa trader ban sakta hai . barna ap agar loss se maius hoga or fir business ko chor da to app ko khus bhi na hi melega.
                            • #449 Collapse

                              My dear friend mera khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                har insan apni ghaltio se sekhta hai es leyee mere nazdeq ghalti se agher wo next asa na kare to wo us k leye bohat bhra faida hai or aghr woo pher b wo he ghalti kare to wo nuqsan hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X