Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes se faida ya sirf nuqsan
    Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karney ke koshish nahe kartay.
    • #3 Collapse

      bahi mera khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
      • #4 Collapse

        dear bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan
        • #5 Collapse

          Dear wese to jab hamy forex trade may mistake ki waja say loss hota hy to is say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham nest time mistake hony say bach saky gay.
          • #6 Collapse

            Hum trading me jab bhi trading karty hai to jo loss hasil hota hai wo kisi galti ki waja se hota hai yani humary knowledge me aisi information baki reh jati hai jis ko hum ne seekha nhi or hota or us loss ki waja se hum us galti ko bhi khatam kar k dobara repeat nhi kar sakty. Mistakes se humein trading k bare me bohat kuch seekhny ko milta hai.
            • #7 Collapse

              I think most of peoples in the forex who think positive get more benefits from their mistakes, and teach good lesson from it, and other peoples who are lazy and do not try to make any efforts they are only face loss due to their mistakes and nothing.
               
              • #8 Collapse

                mistaks se her kisi ko faidda hota he .Wkti tor pe to mistakes se loss hota he
                liekin her mistake kuch na kuch sabek zaroor deti he. Jis se her trader to faida
                nai le skta lekin ak acha trader zaroor us mistake se faida hasil krta he.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                  MISTAKes se ham bht kuch seekhte hain,ghaltyu se nuksaan to huta hai per sath main apko kuch sikha bhe deti hain,kue k agar aap TRADING main mistake krenge to nap ko loss huga per sath main apko pta bhe chalega k apm ko kin wajuhat ke wja se loss huwa.to ap 2bara wo mistake nhi krenge
                   
                  • #10 Collapse

                    hamy forex trade may mistake ki waja say loss hota hy to is say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham nest time mistake hony say bach saky gay.
                    • #11 Collapse

                      dear insan wohi kamyab hota hai jo hmesha mistakes se sekhta hai bazahir to hmari mistake hmary liye loss ka sabab banti hai mgr in future hmary liye kamyabi ka zamin hoti hai forex mein mistakes hoti hain mgr hmen hr mistake sy kuch na kuch new sekhne ko milta hai aur hum again woh mistake nahi krte es sy knowledge aur experience m izafa hota hai q k mery khial mein jo shakhs galti nahi krta woh kabhi sekhta nahi.
                      • #12 Collapse

                        bht kam trader ase hain jo apni galti se seekhty hain ,or bht se asa k galti kr k phir whi ghalti krty hain ,un o samjh nahi ati k ham ne kia galti kia ha phir kehty hain forex market kharab ha ,asa nahi ha apn i ghalti ko mana chaye forex thk ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                        • #13 Collapse

                          whewver we make mistakes we get loss and we can also learn from our mistakes when we do a mistake we learn from it and we do not make that mistake again and in this way we save from loss and by getting more knowledge we can get profit and can save from loss.
                           
                          • #14 Collapse

                            nai zrori nahi hai k hume mistakes say nuksan he hota hai is say hame bhot sa faida b hota hai aur mera to ye manna hai k akal badam khanay say nahi thokar khanay say ati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Actually mistakes humein fory toar per to nuqsan deti hain lekin ye humpe hai k hum usey apne liye faidemand kese banate hain,kyunke mistakes humein experience deti hain or humein agey barhne ka moqa deti hain kyunke agr hum pani mistake yad rakhen or usey repeat na karen to ye skill expereince kehlayegi.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X