Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    You lose money when you do mistake but i tell that please learn from your mistakes then it is easy for you to earn good amount in this business of trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      well mere dost Forex main jab b app trade karty han tu app k zehan main ye bat honi chahiye k app ko loss b ho sakta hai likin losses sy app ko kafi kch sekhny ko milta hai r losses hi app ek agay barhny ki takat deti han r app ko ek successful trader banati han.
      • #453 Collapse

        mistake sy jahan nuksan hai wahan faida b hai q k jub hum koi galti kren gy to next time uski care kren gy k dobra yeh galti na ho , q k agar aik galti hmain nuksan dai g to next time k lye hum us sy bchain gy
         
        • #454 Collapse

          g brother agar ap trading main mistake karain gay to ap ko loss ho ga is ka aik ya faida hota hay kay hum jo mistake karty hian us say sabiq seekh jaty hain aur phir us tara ke koe b mistake naie karty.
          • #455 Collapse

            Forex me to wese mistake sy sirf our sirf loss he hota ha our us sy ap tab he faida uta sakty ha jab ap ko forex k market me knowledge hota ha our ap us mistake sy experience hasil kary our me to kud forex me mistake sy he is me ap ko experience milta ha.
            • #456 Collapse

              good question dear waise to forex me trading me mistakes karne se loss hota hai lekin hum loss se sabaq hasil kar sakte hai hum ye try kar sakte hai jis galti se hume loss howa hai us se next time hum kaise bach sakte hai is se hum ye faida hota hai
              • #457 Collapse

                mistakes se faida es sense main hota k hum seekh laitay aur samajh laitay hai next time hum ne galti nahi karni hai aur es ky ilawa mistakes ka sirf us waqt humara balance hi trading main loss hota hai magar humain bohat learning milti hai.
                • #458 Collapse

                  Samarkand trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko Samantha hai us ka analysis Khayyam us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar Kansan ho jay to hamy aik Inesita mil jati
                   
                  • #459 Collapse

                    Yeh banday kay uper hi depend karta hai kay woh ya tou apni mistakes say seekh lay ya unkay sath hi ya unko apnay dimagh main rakhay apni zindagi ka har kaam karay. Ghaltiyan insaan say hi hoti hai aur humain ghaltiyon say seekh leni chahiye.
                    • #460 Collapse

                      kiyoo forex trading main agar app jis jaga par mistake karty ho tu next time app log is jaga par forex main ek acha profit be earn kar sakty ho tu app logo ko chayee k forex main loss ke waja si forex ko nahee chorna chayee
                      • #461 Collapse

                        nuksan to hota hai jb mistakes hoti hai bute humen es kam sy sikhna chaheay ..... k hum kia galti kr rhy hain phr agli bar wo galti nai krni chaheay humen es liey mery khayal sy humen apni gation sy nai sikhna chaheay
                        • #462 Collapse

                          es main app ko faida be hota hai es main loss tu hota he hai muger app ko es main faida be hota hai wo ase ager es mistake ko door kar lia jae tu app ko es main boht profit aur app ko es main boht success hasil hoskte hai so forex main boht profit hota hai
                           
                          • #463 Collapse

                            sir jee mey tho pehley mistake karuu gaa hee nahi kio key ye business boht danger hey or agar ghalti sey ho bo jata hey tho mey us mistakes ko dobara key ignore karuu gaa kio key agar aap ko mistakes sey faida milta hey aik baar ghalti sey insaan chokanna ho jata hey
                            • #464 Collapse

                              Insan mistake to karta he ar wo mistakes sy he sekhta ha agar mistakes na ho payein os sy to wo sekh na sky. jab ap trade mn mistake krein gy to apko definely loss ho ga lekin ap es loss sy bht kch sekhein gy ap jab dobara trade karne lagein gy to ap wo mistake repeat nhe karein gy es trh sy apki trading improve ho jaye ge ar ap zayada earn karein gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                dear jo ye smjhta hai k mistakes sy nuqsan hai tu wo ghalat hai jb tk hum mistakes nhi krein gay tu hum learn kaise krein gay humein chaahye k hum un mistakes ko lesson lein or unhein theek krein ye hmare liye behter ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X