Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    if we will get the benefit then it will be the best for us ,if we will just take the mistakes as a reason of the loss then in the future we cannot become the good trader in the forex it is the reality and the essential for the all
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      App ko apni galti se tu phile loss hi ho ga aur yeh app ka experience ho ga aur app ko is main kam ko karne ke bad app se zada nafa koi bhi nahi le ga aur app ko is main yeh galti bar bar nahi karni chahye aur app ko fad bhi khud hi lena ho ga aur loss bhi app ko khud ki waja se ho ga aur app ko is main kafi ache tarha se kam ko skill kar ke real main shuro karna chahye .
         
      • #543 Collapse

        Forex main app se galti ho ge aur app ko apni galti se kuch learn karna ho ga phir hi app is main kam ho sikho ge aur app ko is main proper knowledge aur app ki study app ko har galti se roke ge aur app ko forex main galti se kam se kam karna ho ge aur app ki jo bhi practice hay demo per hi ho tu aci baat hay .
         
        • #544 Collapse

          han g bhai mistake tou business my hote hy aur forex be business hy mistake just business may nhe daily life my be hote hy but kbe mistake sy benefit nhe hota loss he hota hy so posting galt post karny sy account banned ho sakta hy loss he hy mistake ka faida koi nhe
          • #545 Collapse

            galtion se naksan zayed hote hein mger ke achi tarder go kamnyb hony chent wo mistake se be lesson lent hein galtion ko denkt heinmein konse galtiuon khan kess ke hein or is ter wo apn y mistake ko donber nhe dort hein or lesson lent hein
            • #546 Collapse

              hu everyone mere khayal mein forex mien agar koi galati hoti hai to humien sirf loss hi hota hain us galati sey lakin us galati sey faida humien tab hota hai jab humm us galati sey sikhte hai or apni galati ko repeat nahi karte
              • #547 Collapse

                Mistakes se insaan ko nuksaan to zaror hota he but us nuksaan main bhi un logon k liy faida hota he jo apni mistake ko accept krte hain aur us ko understand krte hain k mjy kahan kia krna chahe tha. tabhe next time balke zindagi main kabhi us se wo mistake dobara nai ho gi.
                • #548 Collapse

                  dear bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan .
                  • #549 Collapse

                    zahri to mistakes se lose he hota hy but us mistake se samaj aa jati hy or phr wo wali mistake kabhe ni hoti
                     
                    • #550 Collapse

                      mistake se filwaqt to nusqan hota hy bt dekha jai to ek learning way hy q k is se phr next time mistake nai karty ...to mistak se buht kuch seekhne ko milta hy....is se nuqsan sirf usi waqt ka hota hy bt dekha jai to mistak se humai faida hi hota hy....
                      • #551 Collapse

                        mistake se nuksan to ho jata he mgr agr os mistake ko yad raka jy to fr mistake nahe ho sakti jb dobra mistake na ho to fr benefit hota he mgr shart ye he ko mistake ko yad raka jy
                        • #552 Collapse

                          forex men buhat hi kam easa hota hai k hamain mistak ker k profit hasil ho ata hai but zyada time hamain loss hi khana perta hai is leyhamain soch ker or achi tarah se analys ker k trading kerni chahye.
                          • #553 Collapse

                            if you are hard worker and try to learn forex and want to be good trader then you should find your mistakes and learn form your mistakes it give you much benefit and you can control your mistakes to earn money and to be good trader
                            • #554 Collapse

                              forex me mistake nuqsan dai to hai but next tym k lye hamari galtiyon ko rokne ka sabab ban sakta hai q k hum galtiyon se hi sekhtay hain aik bar ki galti se khud ko zayada hoshiyar kr laitay hain aik bar ka to nuqsan hai but us k bad har dafa ka faida...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                mistakes se forex pe na sirf nuqsan balke faida hota hai or wo ye faida hai ke hum jab mistake karte hain to usse sekhte hain or use overcome karne ki koshsh karte hain ke ainda ye galti repeat na ho sake
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X