Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Babypips.com, wakie may aik achi site hay learning k liye, may zyada tur forexrazor ko dekhta hoon yeh bhee aik achi site hay aap bhe isay check kerye gay. Babypips ki trah tou bari site nahee hay but is may bhee kafi kuch hay jo hum seekh sktey hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      dear i think that htis is not a very very difficult thing to be a successful trader in forex tradinga nd i think that this si the ebst earning way for all and we all should try our ebst to be a successfultradetr and to earn money from forex
      • #528 Collapse

        a hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare.
        • #529 Collapse

          mistakes se humen faida he hota hai, nuqsan money ki soorat main hota hai aur faida experience ki soorat main hota hai, overall dekha jaye to hum bht kuch seekh rahe hote hain apni mistakes se
           
          • #530 Collapse

            mere khayal main to yeh banday ke apnay upper depend karta hai ke wo apni mistake se kuch learn karta hai ya phir uss ko waste kar deta hai. acha trader wohi hota hai jo apni previous ghalti se kuch learn karay aur apni next trade main wo mistake dobara na honay dey. we better learn from our mistakes in forex.
            • #531 Collapse

              ye to ek sachi baat hai k jo sochta positive hai us k sath b positive he hota hai aur jo sochta he negative hai us k sath hota b negitive he hai so hame hamesha acha acha sochna chahye.
              • #532 Collapse

                her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                 
                • #533 Collapse

                  bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan
                   
                  • #534 Collapse

                    sir mistakes say nuksaan to us time hota hai jb mistake ho jati hai or loss ho jata hai lakin is say faida yeh hota hai kay agar hum in mistakes ko identify karain or in ko overcome karain or in ko dobara repeat na karain takay humain next time loss na ho .
                    • #535 Collapse

                      to become success in forex trading business you must accept mistake in forex trading . by solving mistake in forex trading business you can get a lot of profit from forex trading .
                      • #536 Collapse

                        ziada tar logo ko mistakes kam karne se kam loss hota he or kuch ko ziada hota he ye open market he yaha choti si bhi ghlti app ka bara loss kar sakti he so app ko chahye ke ghaltio se bacha jae sabar se kaam ley or agey jakr us ghalti se seekha jae takeloss kam ho
                         
                        • #537 Collapse

                          G han mrey dear bhai jab koi bhi trader mistake karta hai to wo apmni mistake say hi skhta hai aur experince bhi hasil karta hai ..
                           
                          • #538 Collapse

                            mistake say faida he hota hai mery khyal mai tho . kew jo hum aik bar mistake ker lety hai who dubara nai hoti . us say hmy aik acha lesson gain kerna chey. mistake say insanan seekta hai or aik acha trader banta hai or zaidya profit gain kerta hai..
                            • #539 Collapse

                              App ki gakti se app ko kuch na kuch acha hi experience ho ga aur app ko is main kam ko karna hay tu app ke loss ho ga jo ke app ki galat trade se ho ga aur app ko is main kuch na kuch knowledge mile ga aur app ko fore main bus lalalch nahi karna chhaye ta ke app ko app ki galati se hi loss ho lalach se nahi .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jab aap mistake kartay hain to bazahir aap ko loss hota hay but har mistake main aik lesson hota hay aur us say aap seekhtay hain is leye faida bhi hota hay mistake say

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X