Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    when you mistakes and have to loss then it make you failure but if you learn form your mistakes then it give you good benefit and can increase your skills and experience to trade by rules and by good analysis skills
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      bhai mistake karny sa us time tu hamain nuksan hota ha lakin dobara us mistake ko na karny ka azam bhi ho jata ha trader main or us mistake ki waja sa us k knowledge main bhi izafa ho jata ha main na khude trading k work main bohat mistake ki thi jin ki waja sa mujhy loss bhi howa lakin dobara na karny k bina par profit bhi banaya main na.
      • #633 Collapse

        mistake se ap ko nuqsan usi wqt hota hai jb ap isy realize nai kr paty. first time jb mistake hoti hai to us se ap ko nuqsan hota hai bt wo ap ko aik lesson deti hai, ta k ap is mistake ko yad rkho or future me us mistake ko repeat na kro, to ye bat ap k lye faidy mand tb rehti hai jb ap isy repeat na kro or is se lesson seekh lo, bt ager ap us mistake ko repeat kro gy to ye ap k lye phr se nuqsan dy bat hoge
        • #634 Collapse

          Agar hum se koi mistake ho jati hy or ana wala
          waqt ma hum phr wo mistake nhi karn ga jis
          se huma loss hota hy or hum koshs karn ga
          phahle wali mistake next time na ho or ye
          mistake huma bht quch seeka kar jati hy
          • #635 Collapse

            Maray bhai may aap ki baat say 100% ittifaaq karta hoon kisi bhee kaam specially forex trading may aap say trade kartay huway jo bhee mistake hoti hain un say aap ko kuch na kuch sekhnay ko milta ha mager baar baar us mistake ko karnay say app trade may loss kartay chalay jain gay aur aap ka sarmaya nil ho jaye ga.
            • #636 Collapse

              jee haan bilkul isi trah sy hey isi lay senior trader kehty hain keh demoo practic ziada sy ziada krain ta keh ap jo ghaltia demoo main karain woh kahain real main na kr dain agr real main bhi loss hota hy lekin hamain us loss sy sabq seekhna chahy aur ainda aisi ghalti na hony pay
              • #637 Collapse

                agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham next time mistake hony say bach saky gay isi lay senior trader kehty hain keh demoo practic ziada sy ziada krain ta keh ap jo ghaltia demo main karain woh kahain real main na kr dain
                 
                • #638 Collapse

                  mistake mai hamesha nuksan he hota hai magar aun ka aik fayada be hota hai wo ye ky hum apney galtey sy seek jateey hai aur per wo mistake karny ke koshish nahe kartay.....
                  • #639 Collapse

                    Dear friend ji haan forex trading mein mistakes karney say faida bhi hota hai kiyunke agar hum iss mein new hein tou humein starting mein pehley loss hoga tou phir hum loss ko dekh kar trading kerna seekhangay.
                    • #640 Collapse

                      mistakes ka faida trader ko us waqt hota he jab wo dosri baar trade lagaey or us ke samne wohe cheez dobara ajaey or phr wo mistake na kare or jo loss krke nahe sekehta or mind me nahe rakhta ke loss kiu hwa tha us ko mazeed loss hota he or wo market se out hojata he
                         
                      • #641 Collapse

                        forex trade pe agar hm koi galti karte he to ise hme ye faida hota he k hmne ye galti ki to hme us bt ki knowladge hojati he r age mistake karne se parhez karte he forex trade pe hme hmari galti se nuqsan b hota he r faida b k hme kafi kuch sikhne ko b mil jata he r hm forex trade me age nikal jate he.
                         
                        • #642 Collapse

                          sallaam dear yahan tak mera khyal hai dono hoty hain faida b loss b aik wise trader wo hota hai jo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa learn ker k baad me us mistake s khod ko bachata hai ..
                          • #643 Collapse

                            dear bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata ye ha nuksan
                            • #644 Collapse

                              bhai pehly yh k aik galti apko koi acha sabaq deti hai aur ap woh kaam baad bhi theek tarha karty ho jis ki waja sy apny galti ki thi.koi na koi galti sy insan kuch na kuch tou zaror sekhta hai.galtiyan sb sy hoti hain.magar aik dafa ki galti k bad ap woh kaam theek tarha kr paty ho jis py galti ki thi........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Kehte hein naa k har tasveer k do pehlo hote hein so frex mein loss hone k b do pehlo hein. loss hmaari mistake kee waja se hta he aur us k baad ek trader k paas do options hoti hein. ya tu wo ilzaam kisi aur e kga k nikal jaey ya phr apni ghalti ko maane aur us samjhe taa k dobara kabhi phr yeh ghlti na hoo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X