Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    mistakes se to khair ap ko nuksan pohanchta hai!! per agar ap apni mistakes se learn kren or apni next trading me un mistakes ko avoid kren to ap ko trading me faaidaa hota hai!!!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      dear bahut acha sawal hy k mistake se faida hota hy ya nuqsan hamesha insan ghalti se sekhta hy but bar bar ghalti ni krni chaie agr ek dafa ghalti ho b jay to wo nuqsan k sath sath ap ko tajarba b day jati hy
       
      • #618 Collapse

        zahri toor par to nazar yahi ata hy k mistakes sy nuqsan hoa hy q k loss hoa hy lekin esa ni hy ham ko nuqsan bhe hota hy lekin faida bhe hota hy mistake sy ham ko apna 1 weak point pata chal jata hy jis ko ham sahi kar sakty hain ahista ahista hamari sari mistakes ici tarha door hon ge tab hamara experience sahi ziada ho jay ga or 1 din ay ga ham 1 mistake bhe ni karen gay or ham bht expert trader ban jaen gay apni mistakes sy sabaq seekhna chahiay mistakes ko repeate ni karna chahiay
        • #619 Collapse

          Jab ham trading amin mistakes karty ahiun tou nuqsan tou foran ho jata hai but es main hamen faida ye ahi k ham learn karty hain then next tarde main ham dobara ghalti nhe karty.
          • #620 Collapse

            hamian apni mistakes sa faida hota ha. or mistake jo faida dain jayn wo loss sa zaida better han .kyn k knowledge is business ka zaida importance rakhta ha. tabih humain loss sa bachanay k lye phly demo account par practice karni chaye. taky agr loss ho bhe to hamain nuksaan na ho. or haamin learning bhe ho jaye.
            :cool::cool::cool:
            • #621 Collapse

              Forex ka bussiness ho ya koi har kaam may mistakes karnay say nuqsan hota hai magar hum ko chahiyeh kay hum next time in mistakes ko nhe karnay aur jo mistakes karde hai postive sabaq lay un say aur next time nhe karay in galtiyo ko
              • #622 Collapse

                mistake hamy hamesha nuksan hi phnchata hi lihaza...mistake hamy loss dyti ha ha lakin is loss ma b faida hi hota ha...jo mistake ham karty ha us ko phr ham dobara nae krty....is mistake sa door hi rhty ha....mistake tu insan sa hoti hi hapar mistake hamy kuch na kuch seekha b deeti ha...khas kar forex ma mistake hamara experience barati ha....
                 
                • #623 Collapse

                  Mistakes sey sirf us surat mey faida hey jab hum apni ki gai ghaltion sey sabak hasil kren or koshsih kren k jo ghaltian hum sey hogai hen woh future mey na hon takay hum aik aik ker kay tamam ghaltian apni trading sey dor ker saken.
                  • #624 Collapse

                    mistakes are always useful for us in buisness mistakes are comon as no one is perfect,ek acha trader mistakes karta ha jis se usko nuqsan b hota hai but a successful trader wo apni galtiyon se sekhta hai jo k usk lie har step mai help karta hai LEARN FROM YOUR MISTAKES
                    • #625 Collapse

                      Forex me mistakes to har trader karta hai lekin meray andaza hai kay mistakes se aik trader ko bohat ziyada sekhne ko milta hai. Agar hum apni trades ko achi tarha analyze karein to hum ko pata chalta hai kay humari satrategy kitni work kar rahi hai.
                      • #626 Collapse

                        meray bhai ye bat to thek hai k mostly humain mistakes say sirf nuksaan hota hai magar is say ham faida bhi utha saktay hain kion k aik bar ki gai mistake say ham bht say lessons seekh saktay hain or bad main un mistakes ko repeat nahi kar saktay h
                           
                        • #627 Collapse

                          Dear wese to jab hamy forex trade may mistake ki waja say loss hota hy to is say hamy nuksan hi hota hy lakin agar ham apni mistake ko follow kar lain and us say knowledge hasil kary kay hamy kiyu mistake hoe hy is tara ham nest time mistake hony say bach saky gay.
                          • #628 Collapse

                            mistakes se zahir hi baat ha k nuqsan to hota hi ha or sab se main nuqsan capital ka hi hota hai k ap loss kar jate hain lekin faida ye hota hai k apko us mistake se bhut kuch sekhne ko milta hai k kis tarhan kam ko ainda dor me kya jaye or mistake dobara na ki jaye
                             
                            • #629 Collapse

                              ok g her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko [[[[[[[[[
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                mistake se faida be hai or nuqsan be faida ye hai ke hum loss ker ke kuch new seekhte han and nuqsaan ye hai ke hamra balance khtam ho jata hai or hum phr new work kerna parta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X