Mistakes se faida ya sirf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    g bhae zaher he insan galtiyan kerta rehta he asal bat to ye he k wo un se sekhe ta k dobara nahi ker sake mistake se bhi insan exprince le sakat he ye bat bhi he k trading m nuqsan se loss bhi hota he but exprince bhi increase hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      g han ghaltion se nuqsan to hota ha per hm apni ghaltion se b bht kuch seekh jaty hain or un ka istemaal hm fututer k kam per kr sakty hain or dobara se hm apny liye forex me jaga bna sakty hian
      • #648 Collapse

        mistake sa mare nazar main fayyda he hota hai . kiyo ka jab hum trading main strat karte ha apma career tu mistake ki waja s hi hum learning milti hai trading ki tu is tara msiatke kafi fada mand hote ha
        • #649 Collapse

          dekhain bhai insaan jab kisi bhi kaaam ko naya naya join karta hai to ghltiaan to hoti hain lekin aap ik baar ki gai ghalti ko duhraatay rahain gay tu saraasar nuqsan aapka hi hoga is liye apni ghalti ko pehli baar k baad hi durust kar lain
          • #650 Collapse

            ji han bilkul thk kha ap ne me ap ki bat ko agree karti hon. han ghaltion se forex trade me loss to hota he but hum jab apni ghaltion se hume buht kch sekhnea ko bhi milta hai or jis se hum again un ghaltion se bach jatea he or bad me honea walea nuqsan sea bach kr zyda profit hasil kartea hai .........
            • #651 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
              Yes, I am agree with you. I hope every people are all time avoid it. It is a good way to earn money from trading without any loss. Thanks a lot of you for your best analysis. Thanks a lot of you.
              • #652 Collapse

                lazmi ni hy k mistkes se sirf lose he hota hy blk bohat sa kuch seekhny ko bhe mil jata hy zahir main to ap ko lose ka samna krna oparta hy lakin ap ko us se experience bhe mil jata hy
                 
                • #653 Collapse

                  Mistake ka faida bhi he aur nuksan. faida sirf un logon k liy jo ain se seekhte hain aur future main usy repeat ni krte aur nuksaan un logon k liy he jo mistake hone pe usy ignore kr dete hain aur future main baar baar repeat krte hain.
                  • #654 Collapse

                    mere khayal se mistakes se hum ko faida karta hai agar humara mistake huwa tho hum usko dhekke wo mistake ko yaad karne ko milega aur usse hum kuch chijo sikne ke liye bhi milega mere khayal se..
                    • #655 Collapse

                      dear tarding main hum agar bar bar mistake karay gay tu humein loss hi hoga kabhi profit nai hoga agar hum apni mistake se learn karay gay tu is ka bohat faida hoga trading k doran or humnay is ko achi tarha learn kara tu kabhi bi humein loss ni hoga profit hoga.
                       
                      • #656 Collapse

                        mitake sa hamasha hum fida hota ha q k hum mistake sa sakhtay ha or mari nazar ma humya money k nuksan hota ha or exprience ma fida
                        • #657 Collapse

                          mistake sy ham tb faida utha skty hyn jb ham es sy achi trha practice kr ky apny ap ko prepare kr lyn,yh bot risky kaorbar hy aor ham es may confidence aor experience ky sat forex may kam kr ky earning kr skty hyn,yh bot acha karobar hy aor ham es sy tb earning kr skty hyn jb hmy proper guide line ho forex may.
                          • #658 Collapse

                            main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai. khayal hai ki jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur us ko samajhta hai us ka analysis kar k us sa sikhta hai aur next time us galti sa bachata hai
                            • #659 Collapse

                              Mistakes sey faida b h or nuksan b. faida ye k sikhey ga os ghalti sey or nasihut ley ga. Or Nuksan pr nuksan hona matlub mistakes ko aadut bunana jo k sirf zindgi mey kisi bhi shobey m kaamyab na honey ki nishani h.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                han ye to hy ky is kam me her koi koi na koi mistake kr hi jata hay jis ki waja sy loss hota hay so agar ham usay postive len gay to loss profit main convert ho sakta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X