impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    Definateley tahamal say impact parrta ha, hmari tradings me, ham e khas tor py shroo shroo mein jab tradings shuru kr rhy hongey to hamey bohat sabar sy kam laina hogaa jalad baazee mei buying aor selling nahe krni chaehaye, hamey chaehaye keh 1 achay wakat period kaa intezar kary aor jab market conditions samjh any lagaey tb apni tradings shuru kary chaehe woh buying hao yaa selling pr sabar ky sath sath kam kari
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      sir forex trading men paitence ki bahut hi ziada zarori hy. sir agar aap sabar ka daman hath sy jany nahi detiy , jab aap ka sabar ka daman chot jay to aap kabhi trading nahi kar sakty. and aap loss ka shikaar ho jaty hen,so be patience and keep trading.
      • #1968 Collapse

        mein samjhta hoon ke in Forex tradings karobar u need alaot of tahamal kyonkeh start mei etna profits nahi miltaa jitnaa ham expect kr raahy hoty hen, munafa gradually barhtaa ha, aor baaz okaat tradings mein lose bhee hojataa ha, eslee himmaet nahin harnee chaye or sabar kee saath tradings krna chaheay.
        • #1969 Collapse

          patient ki boht zada value , wo kahawat hai k saber ka phal metha hota hai us ko ap forex men use ker skaty hei forex men ap jitna zada saber se kam kerty hei ap ko us ka itna hi zada netha phal milta hai
           
          • #1970 Collapse

            Zindagi kisi kaam main b ap ko patience ki bahut ziada zarurat parti he q k jab b koi aisa kam jis main insan paisa aur waqt lagata he aur phir sabar krta he to is se wo bahut ziada kamyabi hasil kr sakta he specially jab baat ho Forex trading ki to is main aur bi ziada patience ki zaroorat parti he qk ye ek undekha business he.
            • #1971 Collapse

              haan gee impact r sabr yei both honaa Forex mei aham ha, kamyabi trdeng b issi reasons sy ap kr paateey ha, Forex mei tahamal hao to lose bhee bardaeasht hojataa ha, aur cover be app loss ko araeam sy kr leti hao.
              • #1972 Collapse

                j hayaa app par inhesar kertaa hay kei aap iss gfaorx kok in this way kerty hai agr apis pr himthaer jaey to app Forex pr lose kar jaey gaa aur agar aap iss works kocaonfidents sey sucwiss kery toaep ko profits hao gaa.
                • #1973 Collapse

                  kamyabi par sabar ka mozahira chand log hi kar paty hain. jb kisi trader ko thori ya ziyada kamyabi milti hay wo okat say bahir ho kar loss ki taraf safar shurukr dete hay. kamyabi per sabar sy business ki bunyad mazboot hoti hay.
                  • #1974 Collapse

                    jo trader subar kay sath chalta hai wo tu phir trade poe kamiyab hotia hi hai is bat me tu koi bi dought nai hai kay trade karnay kay liay apko sabar say trade pe work karna hi hai phir hi ap is ko achay profit kay liay use kar sakay gay
                    • #1975 Collapse

                      haan trading agar loog karty hain to wo tab tak kamyab nahi hoo payein gy jab tak un mein patience nahi aye ga agar uss mein patience aa jaye ga woh bohat dhyan sey trading karty hai patience kiss wajah sey aati hai ap lagatar practice karein phir kuch deer baad 3ya4ya5 month baad patience aa jata hai
                      • #1976 Collapse

                        bahe i mein itefaq aap ke saath agr humhaey tradings main lose bhee hao jaata ha, to humhaey sabar sy kam laina hogaa aor himaet nahe harnee hogey apnaey aim ko achive karain aor aapna target poora karain Forex forum mei app koshish ker key apnaa loss recovering bhee kr sakty hein.
                        • #1977 Collapse

                          Trading mn kamyab honey k liye hamary pass patience ka hona bht zarori hai agr hm ne best trader banana hai tu lose se gbrana nh chahye or sbar k sath kam jari rakhna chahye insan galtiun se he sikhta hai
                          • #1978 Collapse

                            dear forex mai saber ka boht ziada amal dakhl hai jab bhi app saber kr k kam karin gay app ko hamesha sahi postion milt gee iss leay saber k sath wait kr k order lgana chheay.
                            • #1979 Collapse

                              Esmai koi sku nahi k forex market mai patience ki bohat zada important hai. forex market mai jo trader patience say trade krtay hai tou wo forex market mai har bar successful earning hasil krtay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                bhaii ap ny bhot acha question kia ha patience forex k bussiness ma bhot he zaida zruri ha agar ap patience k sath market k trend ko daikh kr trade lgain gain tw ap aik achi trade laga sakty hain ye nahe k ap jaldi jaldi ma daikhy bgair trade lgain aur loss khain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X