impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    trading men success ke liye patience bohat important he ager hum is men patience se kaam nahi karte hen or loss main he trades close kar daite hen to hum earn nahi kar sakte jab bhi hum koi trade lagate hen to wo loss men jati hai some time kay liye but we should wait for the reversal of market
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      events and economic data associated with currency traded analysis process. Fundamental analysis is used not only in Forex but is part of the financial planning and forecasting processes. There are a number of concepts are the main parts of the process in the forex fundamental analysis are as follows: Interest Rate
      • #1818 Collapse

        forex aik boaht bary site hai jiss se ham huge profit gain kar skty hai is lai agr ap ko profit laina hai to phir forex ki nature ko samjhna ho ga. k is main sabar or cool mind ka bohat kardar hai.
        • #1819 Collapse

          Yes impact of patience on success in forex trading kyoun k forex trading me patience ki bhot importance hoti hai sab k lye ye bhot zarori hota hai k wo paatience se kaam le jo trader saber se kaam leta hai wo jald kamyab ho jata hai is lye patience se insan ki himmat bandhi rehti hai
          • #1820 Collapse

            forex trading mein patience ki bhi kaafi zaroorat hoti hai aur is mien apko chaiye ke ap bohat ziyada sabar ke sath is mien trading karen taake apke andar trading skills develop hosaken.
            • #1821 Collapse

              forex ma jitna yahmal zarori ha shaid koi aur cheez ho insan ko profit ki surat ma aur loss ki surat ma dono surto ma apni emotions ko control rakhna ha ta agr ap normal rahy gy har condition ma tu ap ka damag khud hi trading k liye har waqt active rahy ga....
              • #1822 Collapse

                forex mein sabar say taluk to her ek trader ko bandhna he perta hai kyunki yeh business he aisa hai jis mein 90 percent risk or 80 percent patience rakhna shamil hai tabhi ap forex mein kamyab ho skty hain
                • #1823 Collapse

                  Forex trading mein kaamzab trader banny aur forex trading mein profit earn karne k liye Patience ka ho buht zaroori hy agr hum forex trading mein sabar se kaam nhi len gay aur jald bazi karen gay tu forex trading mein buht ziada loss bhi ho sakta hy is liye forex trading mein sabar se kaam Karna cahaiye
                  • #1824 Collapse

                    gee bhai forex trading mein patience to rkhna he aur patience kay baghar kam nhe chlta jo trader jlde krte hien aur yeh soch kar kam krte hien keh jldie jlde earn kr lein to aisa nhe he blkeh tasle se kam krne ke bad he trading se profit hota he aur success milte he
                    • #1825 Collapse

                      Assaalm u alikum forex me patience ka yeh impact hai k hum ek achy trader ban jaaty hain ager patiencek sath trading kerty rahen to hum loss se bhi phir seekhty hain or humein trading ka acha experience milta hai iss tarah hum trading achi kerty hain, or loss se bachty hain.
                      • #1826 Collapse

                        jnab humain trading msain sabr say kam karty hain to humain trading main loss km hota hay or humain trading main sabr saay kam karny main kafi achi earning hasil ho sakti hay or humain trading main success b hasil hoti hay
                        • #1827 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to humain is main sabar say kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho saky or humain is main sabr say trading ki to humain is main achi earning hasil ho sakti hay or huamin is main loss ho skay
                          • #1828 Collapse

                            patinet kay satr trade ko karnay jka matlab ye hota hai kay aik oint pe apko tradng ka baht h good point mi jata hai jaha sya apkay liay profit ko collect karna bi easy ho jata hai
                            • #1829 Collapse

                              dear ye bat buhat hi importance rakhti hay ke trading me patience sy kaam lia jaye tu iska hamari trading par buhat zeada positive impact hota hay. agr hm trading ko patiece sy ni karty tu hmara loss hony ka chance bhar jata hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                ap ager patience se work karen on forex trading ke real account me to bohat he ziyada profit hasil kar sakte hen kiyun ke patience bohat he ache impacts hon ge baz dafa profit kam hota kuch time baad ziyada ho jata he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X