impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    g han is forex main agar hamain loss ho jaye tou hamain patience say hi kam lena ho ga sabar ka phal keyu k metha hota hai is main hard work kar k hi trade kanrni ho gi ta k earn ho skay aur profit ho saky it is besr
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      g han is forex main hamain patience say hi kam lena ho ga ta k earn ho saky aur hamain trade karny k liye knowldge hasil karna ho ga ta k earning ho skay aur market main achi trade kar k earning ho skay aur loss na ho
      • #1923 Collapse

        humain is main sabar say kam karn aho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use karn aho ga mag rhumain greed ko avoid kar kay practice say kam karna ho ga
        • #1924 Collapse

          ye to aik mani hoi bat hai k sabar ka phal mitha hota hai r ye haqeeqat bat hai khas tor par main nay ye dekha hai k agar ham forex trade k kam main jald bazi karte hain to us ka nuksan zeyada hota hai is liye main sab ko ye he kaho ga k bhai g patience se kam lo ap ab bohat acha result hasil karo ge agar aysa nai karo ge to phir result b negative he aye ga
          • #1925 Collapse

            sabar ka forex trading per bohat gahra asar hai.ap ko apny ap per control rakhna hota hai. q k some times ap 1 galti krty hain or us galti ko thk krny k liye bhaot c gatltiya kr dety hain jis ki waja se account b crash ho jata hai.so trading ko thnday dimag se krna chaye ager 1 trade galt ho gi to dosri achi trade ka wait krna chahye,
            • #1926 Collapse

              kamal tu sara patience ka hi ha ager traer patience show nae kerta tu wu earning bhi nae ker patta. forex ki earning k liye trader k pas balance say zyada patience ki zaruat paish aati ha
              • #1927 Collapse

                trading main patience boht he zrori ha kyu kay patience kay bgair ap kbhi b es market main kamyab nhe ho skty aur ye aik key ha har trader ko trading main sbar se kam lena chhaye kyu kay bazuqat boht sary trader jald bazi ki wja se galt entry le lete hain jis ki wja se unhy bara bara loss hota ha aur es ki reason sirf yehi ha kay un main patience nhe ha.
                 
                • #1928 Collapse

                  haar jeet to insan ki life ka hisa hoti hain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earning ho saky aur kamyab hony k liye sabar karna ho ga ta k hum achi trade kar k profit hasil kar saky aur kamyab hon
                  • #1929 Collapse

                    forex trading maing patience mean sabr or hosalay se kam laina parta hai kiun k yeh bot risky market hay kiun kay is main loss zada or profit kam he logon ko hota hay soo is liay mera to mashwara hay patiece ka muzahira karain or sabar se kam lain zada jaldi na karain or perfect trading karain yehe betar ho ga aap ka liay
                    • #1930 Collapse

                      koi b kam hai agar us ko jald bazi main kia jay to wo kam faida kam nuqsan ziada day jata hai aur waisy b kaha jata hai k sabar ka phal mitha hota hai is leay forex main b agar hum sabar ka mozhara karty hain aur us time main tarding start karaty hain jis main intzar ho magar faida b ho to hum sucess hasil karty hain
                      • #1931 Collapse

                        Forex trading busniss mai patience ka bohat zaida impact hota hy kun ke hum nai market ka analysis jerty hwa bohat zaida patience ke sath kam laina hota hy jo zarori hy
                        • #1932 Collapse

                          G bhaio is main patience bohat he zruri hai agar is pa ap me qabo pa lia to 50 % ap kamyab ho or ye main key b hai sabr ko kabi n chrna matlb thra profit mila to ap ka dill main or lalich a gea trade lagae to ap be loss main ja re hn tobap n jaldi band or d halank ap ko through sabr ho to frofit main b ja sakte the
                          • #1933 Collapse

                            G m apki is bat sy mutafiq hoon k kam ap jo b kren is min patience boht zroori h q k sabar sy kam kren gy to he apko faida hoga agr ap jald bazi kren gy to apko nuksan ho skta. patience ki hamri life min b boht ahmiat h
                            • #1934 Collapse

                              G apki bat bilkul thk ha trading ma apko patience sy kam krna parta ha bcz market up down jati rehti agr ap jald bazi kren gy to loss k chnace hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                Patience bhi boht zarori hoti han Forex trading business e q ka agar hum is business me overconfident ho jaye gye to ho sakta han k humy is business me zyada loss ho jaye isi liye humy chahye k hum is business me zyada greed na kary aur patience se kam lye isi trha hi hum aik achy trader ban sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X