impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Forex trading kay business mai kamyabi hasil karny kaay liye sabar ya patience bohat zarori aur important hai . jin traders mai patience nai hota hai woh bar bar trading kar kay apny capital ko jaldi he waste kar daite hain .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      dear forex per kabhe per jaldbazi nahe krne chahye hamesha sabar or tahmul se trading krne chahye then koie trader forex per kamiyab ho paye ga hamesha right time ka wait kren or hamesha mind fresh ho kr he trading krne chahye then profit ho ga
      • #1998 Collapse

        forex main trading karty wakt jitna hum saber se kam lenmgy otna he hmary liye bahtar hai es ki wjah yah hai k hum apna saber jub kho dety hain tu hum khud he mistakes karty rahty hain jkis ki wjah se hmain kam loss hona hota hai zeyda ho jat hai
        • #1999 Collapse

          Trading mein success k liey trader mein patience ka hona bahot zroori hy keun k is bagher trading bahot mushkil ho jati . Trading mein kabhi kabhar loss aur kabhi kabhar market hamari marzi sy up down nhi ho rehti to us waqt patience trader k bagher success mushkil ho jati hy
          • #2000 Collapse

            forex trading my sab sy zarori hota hy k ham is my lenring kitna krty hy jo is my zead lenring krta hy who hi is my zead profit bhi kama sgta hy jo is my lenring nai krta hy who is my profit acha nai kama sgta hy ya binsess koi game nai hy jo ehsani sy ho jaye ya bhot hi zeada mushkil kam hy is my mhnat krna parhti hy bhot zead tab is my ham kamyab ho sgty hy
            • #2001 Collapse

              If a person wants success in forex business then its should must for then to be more patient and cool because when a person had a patience skills then they wait for good time to be gain and when you take a right decision at right time that was the real trader some time trader are feel very anxiety during trading so that time is very dangerous for trading because always keep your self cool and patients when you realize right time for trade then take it and enjoy it.
              • #2002 Collapse

                agar hum forex trading main sbaar say kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey kyun keh jald bazi main humay loss he hota hay
                 
                • #2003 Collapse

                  Forex trading main trading k liy apko hr trade p sabar krna ho GA aur jab tk Apko forex trading ka experience aur knowledge ni aa jata aur ap sy trade ghlt ho Sakti hy to apko chahiy k ap ko loss hony p panic Na machao blky sakoon aur sabar sy trading kro aur iska faida yeh ho GA k ap ko forex trading main bahut ziada experience ho Jay GA aur aakhur kar ap forex trading main aik kamyab trader ban k dikha do gy
                  • #2004 Collapse

                    main Yeh samjhta hon trading krny main patience bahat ahmiyat rkhta hai. trading main profit ke sath loss bhi hota rahta hai lekin aik acha trader ap loss ko sabr aur tahamal se bardashat karta hai jo us main himat ke sath energy paida karta hai
                    • #2005 Collapse

                      Forex mn trading krty hoy aik successful trader banny k liay patience bahut he zarori hai bagair patience k ap kamyab trader ni ban sukty
                       
                      • #2006 Collapse

                        hamain is main sabr say kam lena ho ga ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k h trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hoty hain so hamain market main experience hasil kar k earn ho gi
                        • #2007 Collapse

                          Trading main first cheez patient hai agar ap ko loss hota hai to is ka mtlb ye nahin k ap investment main had baat loss karte Rahin ge apko ye nahin sochna chaye k main ye nahin kr sakta aik martaba nahin to agli martaba aur achi koshish se try kro
                          • #2008 Collapse

                            Sabro tahammul sy trade krni chaey q k ye 1 ya 2 din ki baat ni hae k hm seekh jain gy aur hamesha forex k andar soch amj k trade krni chaey air yrade sy pehly plan b bana lena chaey tan k ap loss ki surat mn trade ko manage kr saken.
                             
                            • #2009 Collapse

                              Trading ka jo sb sy ehm asool hae wo ye hae k aap sabro tahammul sy trading kren aur ye sb sy acha triqa hae q k jald baaz ya be sabri sy trading krny wala kabhi b kamyab ni hota wo lalich men aa k barri lots open krta hae aur apna loss kr behta hae.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                sir forex ma paitence lazmi hona chahiye q agar ham paitence rakty ha to hi hamay forex ma profit bhi ho sakta ha lakin forex ma apko lalach nai krni chahiye qk agar ap nai krty ha to ap sucessful bhi ho sakty ha or forex ko apnay ziada time dena chahiye takay apko forex ma earning bhi ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X