education ki zaroorat hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    je han dosto forex trading may apko thori eduction ki zarorat hoti hay bas apko computer operate karna ata hon or forex ka software chalasaktay ho or apko kuch karnay ki lagan honi chahaye forex trading may zada educaton ki zarorat nahi hoti hay agar apka pas achi educaton hay to apko samaghnay may or learning karnay may asani hoti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Mere khyal may tau itne education hone chaheye ke aap ko computer aur internet ke know how ho english ke samaj aate ho take data collect karne may asani ho, bake sab kuch practice karne se ayega.

      Thanks to all knowledge providers
      • #33 Collapse

        forex trading ke liye education ka hona zarori hai agar hum educate nahi hoge to forex trading kokarne main hume muskilat paish asakti hain aur hosakta hain hum sahi tareqe se trading na karsake
        • #34 Collapse

          yes ofcourse education is so necessary in forex trading business..education hogi tou aap easily sab kuch samjh saktay ho..without education aaj kal kuch bhi nhi kiyaa jaa skta..trading k liye bhi education ki importance hai..education hogi tou aap business kr sako gay or tab hi aap ki earning hogi..education is very important...
          • #35 Collapse

            Forex trading ky lye wasy to education ki zaurat nai hoti hai Forex trading ky lye bs forex ki knowledge practice learning or hard work ki zarurat hoti hai lekin parhay likha or un parhd mai farq to hota hi hai parha likha insan jitni jaldi cheezoun ko or jitni asaani sy samjhta hai un pardh itni jaldi nai samjhta islye parhai forex mai kaam ajati hai...
            • #36 Collapse

              Bhai bilkul forex trading men education ki bohat zarurat hoti he jab tak bnda educated nahe hoga us ke lye forex trading ko samajhna bohat mushkil hojaega islye is kaam men education zaruri he ..
              • #37 Collapse

                forex mai hamen zada to nahi lekin thori bht education ki zarurat to hoti hi hai qk agr ham well educated honge to hamen zada mahnat nahi karni paregi or ham asaani se forex mai bhi learning kar sakenge...
                • #38 Collapse

                  education ki zaroorat hai ofcourse jab ap ko knowledge hee nahi hogi about trading , market .. how can u trade ? issliyae high qualification naa sahi but atleast itni knowledge ho k ap trading kar sako market sae waqif ho baaki ap demo account pae bhi practice kar saktae ho
                  • #39 Collapse

                    Forex Trading kay business kay liye uski Knowledge hona buhut zarori hai, agar apko is business ki knowledge nahi hogi tab tak app acha profit gain nahi kar sakte or education to har field me zaroori hai chaiye, without knowledge app koi bhi business start nh kr sakte.
                    • #40 Collapse

                      mery khyal say to her bussiness ma ap ko eduction ki zarawat hoti han ager ap k pas education hongi to mery khyal say to ap bussinesss ko axchi tarah samjha sakhte hain education bht zarrori han .....
                         
                      • #41 Collapse

                        wese to education ki need hr kaam hr bussiness mai must hai is liye forex mai bhi education ki need hai is se hum good planning kar sakte hai or isko easily samaj sakte hai jis se hamai faida hi ho ga.
                        • #42 Collapse

                          ni yahan aisi koi limit ni hai yahan koi khas degree ki ya koi khas education ki zarorat ni hoti hai itni education ho k apka mind level acha ho aur mature ho aur ap achi tarah har bat ko samajh sakain itni ho education k apko bht mushkil na aye kch parhnay me samajhnay me bs itni ho aur baqi ap yahan akar sekh saktay hain.....
                          • #43 Collapse

                            g han bilkul zrorat hoti hai is kaam me humara interst ka hona zrori hai jo b yaha pay apnay kaam ko samjh leta hai k kesay kaam ko karna hai to us k lye kaam karna asan ho jata hai.
                            • #44 Collapse

                              off course forex trading is for educate people if you have eduction then you can easily learn improve you skills and analysis by your intelligence and education you can get much knowledge form other way of learning
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Nahi forex me education to basic priority han agar eduacation nahi hogi too hum forex me kam nahi kar sakte han ..education se murad koi high wify eduactin nahi chiye balke forex ki basic eduaction hona zarrori han
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X