Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Forex men jo log jazbati ho ker trading kerty hein wo loss hi kerty hein or trading men apko boht patient se kam kerny ki zroorat hoti hai or ager ap patient se kam kerty hein tu zada earning ker sakty hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      yes dear main bhi app ki baat say agree karta hunk forex aiik asa business hai jis main ham ko jabati nahi hona chaeay aur apny empotions ko control karna chaeay phir he app iss main busines kar skaty hain aur loss say bach skaty hain.
      • #468 Collapse

        Ge bilkul ye ak business he jis ko bhut sakoon or tahmul mizaji se karna chaie jazbati hone se ap ka apna hi nuksan he profit ko zaya karna hi huwa.
        • #469 Collapse

          yes Bilkul main is Baat say agree karta hoon k forex main trading karty waqat jazbati nahi hona chaiyaa haat ko hola rakhooo......................ustad
          • #470 Collapse

            bilkul forex mai jazbati bilkul nai hona chahiye kiyon ke forex ik aisa bussiness hai jahan pe jazbati bilkul nai hona chahiye insan ko bussiness mai cool mind hona chahiye kiyon ke har bussiness cool mind se chalta forex mai aghar jazbati ho jaye ge to agar loss ho jaye to insan bardasht nai kar pata.
            • #471 Collapse

              g app ny sahi kaha han hamy forex trading man jazbati nai hona chahey or cool mind k sath kam krna chahey phir hi ham is man kamyabi hasil kary gay.
              • #472 Collapse

                yes my dear mein ap ki baat se agree krta hoon forex market is world ki sab se barri market hai is liye is market mein ek hi time mein buht ziada soodey hoye rahe hote hai is liye yeh up or down hoti hai is liye jazbaati pan forex mei kisi trader k iye b sood mand nahi
                • #473 Collapse

                  asalam-o-alikum sir g han forex trading mai jazbati nahe hona chaya forex aik buseness hay us ko itmanan say trading kar na chaya jazbati mai ap ko bahat is parashani ka samna kar na par sak tha hay ap jazbati say kam lay ga to ap koa loss bhe ho sak tha hay bhai................
                  • #474 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                    forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
                    han g sae bt hai trading krty waqt bht soach smajh kr or hosh sy kam lyna chahye is trha hme koi nuksan b ho skta hia or agr koi nuksan allah na kry k ho b jai to hemat na hary kbi b
                    • #475 Collapse

                      nhe es sa loss bhe ho skta ha skill use kryn agr ap ka pas hyn fer he a profit earn kr skta hyn jazbat sa ap loss man ja skta hyn or nhe bhe 90% to loss man ja skta hyn agr ap jzbat man kam kryn g to
                      • #476 Collapse

                        sir g ma tu ye he kaho ga k forex trading business ma jo jazbati ho gya samj lo wo gya kiun k ye risky business ye trader ki small mistake ki waja sy kam kharab kar jata hai.
                        • #477 Collapse

                          dear friends g hain g forex is the best bussiness is ma hum ko bhut hi fide hasal hotu hain is ma hum ko loss aurprofit dany kuch hotu hain is la hum ko trading ma achi tra kam karna parta hain
                           
                          • #478 Collapse

                            g han bilkul mein ap ki is bat say agree karta hun k forex trading mein jazbati nhi hona chahiye bal k bohat dhayan say patience k sath trading karni chahiye tak koi mistake na ho aur ap loss say bach sakain
                            • #479 Collapse

                              g dear friends hamen forex me trading krty waqat jazbati ni hona chahiye q k agr hum jazbati ho jaen gy to loss hamara hi ho ga or hum forex trading me profit hasil krne k liye aty hn loss k lia ni to kabi b trading k time pr jazbati ni hona or apne mind ko easy way means rest way pr rakh kr trading krni chahiye then hi hamen profit ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                dear, ye aisa plate form h jis m hmy aik limit di jati h janab jis m hmy rehna hota h agr hm jazbat sy kam ly gy to kbi b hm traiding markit m succes ne pa sky gy.hmy bht aram sy he or damagh sy kam laina prta h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X