Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ye question bohat acha hai Forex trading mai waqi jazbat nahi honi chahiy jazbati dikhane se hamiy loss uthna par sakta hai wase b kisi b kam mai jazbati nahi dikhani chahiy hamai har kam sakon se karna chahiy.............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      HAn humy forex tarding main bilkul bhi jazbati ya emotional nahi hona chaye kun ke hamri tarding kal iye acha nhi ho ga. forex tarding main ap ko open mind se fresh mind se work karan chaye kisi bhi qisam ka jazbat ko apny se door rakahin jab bhi ap forex tarding main work kar rahy hon.
      • #438 Collapse

        jazbat or emotion ye do word aisy hain jin ki life main tu value ho sakti ha lakin forex market mian in donoun words ki koye value nahin ha so forex market main samjh say kam karna chaye jazbat say nahin warna loss ap ka mukadar rahy gfa har trade main ye mera experiance ha
        • #439 Collapse

          jee dear forex markeet men hamen trading k wqt imotional nahi hona chahye balky soch samajh kar trading karni chahye sabro tahamol se work krna chahye take loss na ho
          • #440 Collapse

            humay traiding me jazbaati nahi hona chaiay balky apny jazbaat ko bilkul side pe rakh kay dmag se kaam lena chaiay apni skills kay sath kaam krna hota hai ....kyu kay trading me koi bhi person achi earining tab hi kar sakta hai jab wo apny dmag se kaam leta hai ....apni skills ko use karta hai tab hi wo profit earn karta hai....
            • #441 Collapse

              jee bilkul ek acha trader kbhi bhi trading kartay waqt apnay emotions ko bech m nahin laega.. kynk jese he emotions bech m atay hain tou ya tou banda jazbati hojata hae ya uske dil m lalach ajati hae or ye dono he trading k liye harmful hainn..
              • #442 Collapse

                G bilkul dear ap theek kh rhay ho trading mai emotions ka koi kam nhia pko bilkul emotional free ho kr trading krni chahiye.q k agr ap emotional ho kr trading kro gay to time say zyada tez janay ki koshish mai gir sktay ho.Trading ko hmesha patience k sath krna hi better rhti hai.or is trick say apko benefit b milay ga.,
                https://t.me/pump_upp
                • #443 Collapse

                  yes aapne ye to bahut hi badiya baat kahi hai aapko fore xme kabhi zajbati nahi hona chahiye agar aap zajbat me aate hai to aapko bahut hi loss ka samna karna hoga kyuki forex me apako dil se kam nahi karna hai par aapko dimag se kam karna hoga to hi aapko forex me loss nahi hota hai warna aapko bahut hiloss hoga
                  • #444 Collapse

                    de3ar friends g hain g is ma jazbatu nhi honuo chayu forex trading kerta waqat hamen bhut hi concentrate ker ke kam lena chayu hamri zara se la parwahi loss ka sabab ban sakta ha .
                     
                    • #445 Collapse

                      yes its quite difficult wen it comes to take a decision about buy and sell.i would recommend to practise alot on your demo account.even if u cme to knoe about ups and down of this business still dont stop practicing on it.make it your habbit to work on demo account
                      • #446 Collapse

                        dear bhai jan ap ka question bilkul thek ha k forex trading main ap ko bilkul b jazbati nahi hona chahe ya kun k ap jab forex trading karte ha tu ap na ka balance increase and decrease both condition mian hota ha is liya jazbat ain ah kar koe b galat trade ka use mat kareya ga.
                        • #447 Collapse

                          bilkul thek kaha ap ny jazbati bilkul ni hona chahye chay koi b busniss ho, q k aksar busniss m loss b ho jata hy lekin us loss ko jazbati ho kr ni handle krna chahye balky mind ko use krna chahye aur relex ho kr sochna chahye k kesy loss sy bacha jay so jazbati ho kar ap thk sy kam ni kr skty balky ulta loss e hoga
                          • #448 Collapse

                            G jazbaat main sirf loss get hota hay is liay zindgi ya business k kisi b department main hm ko jazbati nahi hona chahey sirf Forex main kamyabi k liay basic knowledge aur experience ke taraf tawaju deni chahey.
                            • #449 Collapse

                              yes my friend IN FOREX Trading if we have some patience and we will not believed then we will not do any think my friend and that is really to important for us my friend and that is to good my friend
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                han gg bilkl koe bi kam jazbati ho kr nae ho skta blky hr kam krny ky liye hosla rkhna parta hai ur forex tou bht smjh ky krny wala business hai kyun ky agr ap jazbati ho ky koe galt faisla kr lyn tou apko loss ho skta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X