Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    forex me jazbati hona ka matla hy k app ne jazbat me aker kaam kerna shhuro ker diya jis se sabse bra loss tu ye hoga k app ne apna focus aur concentration kho diya hy jiski waja se apko loss hona yakeeni baat hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      200% agree with you my bro , aksar hum jazbaati ho jaty hen or emotions par cntrol na rkhty huwy hum tng aa kar brri lot lga dyty hen jiska nateeja ye hota hy k humen baad men bht pachtana parta hy lykin humen jazbaat par cntrol rkhna chahye
      • #423 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
        forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
        g bhai jan ap ne sahi kaha hai is main koi shak nahi hai bhai jan ap ko is main koi a bat nahi hao jzbat se ye kam nahi karna chhye bhai jan ye ap ko loos ki taraf le jata hai bhai jan jo sahi nahi hai.
        • #424 Collapse

          Obviously forex trading main jazbati nahi hona chahiye kun keh agar hamary pass acha technical knowledge ho to hum is market main consistent profit kar sakte hain. Otherwise hum is market main money lose karinge.
          • #425 Collapse

            Forex brings prosperity but it really doesn't come in one day. You have to work yourself out to get the best and getting the best comes with getting the best knowledge too. That is basically the main reason so many will see it as a money losing end while others see it as simply that which is hard to survive in.
            • #426 Collapse

              mien aap say agree kerta aor yeh k forex mien losses ki sab say bari baat jazbat mien aa ker trading kerna kyon emotional trading laech ki roots hoti hien aor emotion mien aa ker hum sirf profit ko yad rakhtay aor loss ko bholl jatay hien jab k forex mien profit hameesha loss k mad e maqabel hota hy
              • #427 Collapse

                Sahe kaha ap nay trading aik easa business hy jes main wohe trader asani sy kamyaab hotay hain jo apnay jazbaat ko control kar letay hain,or good or bad situation cool mind k sath acha decision letay hain.
                • #428 Collapse

                  my brother forex tradind ma kam kartay waqt jazbati sa kam nahi lana chay ku ka jaldi ma ap koi glat oder bi laga saktay ha jis sa ap ka buth bara loss ho sakta ha plees jaldbazi sa kam na karay good luck
                  • #429 Collapse

                    ji bilkul forex mai jazbati hone se kuch bi nahi milta forex par hamasha soch samjh kar trading karni chahiye kun ke jab tak ap forex mai soch samjh kar trading nahi kare ge to ap ka loss ho ga is liye apne emotion ko control mai rakhe ........
                    • #430 Collapse

                      I agree with you, Forex trading main jazbaati nahi hona chahiye because if we will feel our emotions then we will get only loss and we will trade with our emotions and we will take high risk in Forex trading market and we all know that in this way we get more and more loss. So we should must avoid this in Forex trading market.
                      • #431 Collapse

                        emotions control forex ka sab say improtant tool hy agr ap apny jazbat ko control ma rukh kr trading kren gay to koi b waga ni k ap forex ma kamyab na ho ap ko sirf sabar aur tahmal say kam lena ho ga aur apny jazbat ko kabo krna ho ga
                        • #432 Collapse

                          jee aksar log yh karte hen ke market ak dam tezi se move karti he toh sochte hen ke market ab tezi se wapis aay gi istrah hamari jazbati way ham se galt order lagwa deta he is lie hamesha sabar ke sath hi trading ho sakti he or jab ap sabar se kaam karen ge toh fida bhe ho ga
                          • #433 Collapse

                            forex mein ap jazbat nhi howa kary aur forex aik nice business hay ap forex say bahot ziyada earning kr lo gay lekin is kay liye ap ko mehnat karni hogi ap ko market analysis karna hoga and ap is mein loss bhi kar saktay ho isi liye ap ko chayie hoga kay forex ko ziyada say ziyada learn karay takay ap feature mein bhi is business say achi earning karnay mein kamiyab ho jao .
                            • #434 Collapse

                              yes brother forex treading main jazbati bilkul b ni hona caheay koi b kam q na ho jazbat main a ky krny sy kam thek hny ke bjay khrab he hta hy es leay forex ma tread krty hwy bry tahmul sy or aqal sy kam lena caheay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                yes forex main jazbati nahin hona chaye agar ap is main jaldbazi karen gen ya lalach karen gen to ap ko is main kamyabi nhain ho gi ap ko is main nuksan ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X