Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    forex main aap ko jazbati nho hona chaiye balke bht soch smaj ke kamlena chaiye tb aap is amin bht sa kamte hana ur aap ki life bi easy ho jati ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      jee bilkul bhai forex trading ma jazbati ni hona chaiye aur apne feeling aur emotional pr control krna chaiye. market up aur down hoti rhti ha lakin ap itne jazbati na hua kren aur umeed rkhni chaiye k profit hoga
      • #513 Collapse

        han g forex trading kartay howay jazbati bilkul nhi huna chaye is se dil bhar jata kam se to loss zayda ho jata profit kam hota is liye har faisla jazbat mein nhi krna chaye
        • #514 Collapse

          dear friends forex mean hameen soach samag kar kam krna chaey arr bulkul be jazbat mean aa ker koi faisla ya kam nahe krna chaey
           
          • #515 Collapse

            dear friends forex mean hameen soach samag kar kam krna chaey arr bulkul be jazbat mean aa ker koi faisla ya kam nahe krna chaey
             
            • #516 Collapse

              I think that people discover how the actual skilled merchants in addition to we are able to take action well this is an element that people can make smarter with this trade because there are numerous skilled investor state of mind amongst others
              • #517 Collapse

                nhe jese main janta ho k is jazbaat nhe hone cheyain q k is say ap ka he nuksan h so is per kam krete wqt ap jazbaat ko door rahkho or phair he ap kameyab ho skte ho so not jazbaat allowed in this web
                • #518 Collapse

                  jee bilkul sahi kaha aap logoon ne jazbati nahi hona chahiye ku jazbti hone ki wajah se bunda dipression main aajata hai dipression bohat nuqsan de hota hai lihaza jazbaat ko kabo rakhna chahiye ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,....
                  • #519 Collapse

                    han gg bilkl agar hu,m logon ko kam krna hai tou phir hmein apny emotions py control krna chahye ur kam py hardwork krna chahye iss sy hmara profit acha ho jata hai
                     
                    • #520 Collapse

                      forex trading me jazbati nahi hona chahiye balky soch smjh kar kam krna chahiye or thandy dimagh sa sochna chahiye or sabar sa kam lena chahiye q k juld bazi sa hum apna boht nuksan kar skty hen or soch smjh kar product buy krna chahiye jis me profit hone k zada chances hon.
                      • #521 Collapse

                        jee bhai jaan sia hee hey key is kaam mey apa ko jazbaat pey control rakna hoga or is kaam ey aap agar jazbati nahi hogey thoa ap kois kaam mey achi kamayi hoti rahey gii or is kaam ka asaal phal miley gaa
                        • #522 Collapse

                          ji blkl forex trading aik mind business hay jismay hum apni experience skills aur learning k sath trading kertay hain aur usmay jazbat ki koi jaga nhi hoty humein apnay emotions ko control may rakh k trading kerni chahye.
                          • #523 Collapse

                            han bhai jan sahi bol rhe hain yeh business aesa hai ke mene demo account me jab loss uthaya to apne target tak pohanchny ke lye mene greed kar li thi or mujhe account se hath dhona par gaya tha wahin se mene sabaq seekh lya tha ke agar greed ya jazbati hua me to mujhe is me mazeed losses he losses hon ge .
                            • #524 Collapse

                              pilkul ye bat bilkul thek hai k forex men jazbati nai hona chaihiya hai... kuk jazbat insan ko lai doobta hain.. jub b trading karen to full soch samj ker kerni chahiya... kuk ye sari mind ki game hai.. or insan ko full cool mind k sath hi isa kerna chahiya...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                trading main jazbati na hona boht zaroori hai kyun k trading main loss k time hamry jazbaat out of control hu jatay hainaur zada loss dakh kar hum trade close kar datay hain aur some time trade sl hit kar k wapis apni position par aajte hai aur tab b hamry jazbaat hurt hu jatay hain ais liya hamin trading main relax hu kar trading karne chaya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X