Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    i think we cant trade without emotions because we are human not robots, and consecutive loses would hurt our emotions
    but anyway, some of us get to control their emotions, and some of us cant and would take bad decisions
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Thanks For Letting Us Know
      • #318 Collapse

        forex may trade ka doran app ko bilkul sakon sa rehna chahiye q k agr app pareshan ho ya fear may ho to app sa trade may sirf ghalti hi hogi
        • #319 Collapse

          Main nay aksar daika hay kay log jub aik trade main loss kar rahy hoty hain to cross main yane buy ki seel aur seel ki buy laga daity hain jin say unahin aur nuqsan hota hay
          • #320 Collapse

            According to me in order to stand throughout an box similar to Forex experience get a very dominant role. Equally Forex market will be full associated with up AS WELL AS downs AS WELL AS uncertainties in the market charges thus It will take many years for you to observe your own approximate trend on the market prices.
            • #321 Collapse

              ge han ap ne sahi kaha he ke trading karte waqt insan ko hosh men or fresh rehna chaye is ke lie mind ka fresh hona lazmi he q ke ye aik fresh mind bussines he choti si ghalti karne se ap ko bara loss ho sakta he is men jazbati nahi hona chaye
              • #322 Collapse

                is main aghr aghr aap dimagh se kaam lein ge to ziada behtar he q k forex he hi 1 mind game is main apny emtion ko qabo main rkhna parrta he aghr humain is main loss ho b jata he to hmain is main jazbati nahi hona chahiye bl k is main sbar se kaam lena chahiye q k is main aghr hum jazbati houn ge to humain or ziada loss ho ga
                • #323 Collapse

                  forex ke business me hume kabhi bhi during trading jazbati nahi hona chahye or is me hume relex ho ke is me trading krni chahye q ke agr hum is me aisa nahi krty hen to hume is me kafi had tak is me loss kerna par sakta hy
                  • #324 Collapse

                    g han bhai ne bht achi bt ap logon ko samjhai ha forex me jazbati na hoooo yani bilkul itmenan aur sakoon k sath posting karo aur profit aur loss me apny emotions py control karo.
                    • #325 Collapse

                      g haan ye baat sach hae k forex main trading k doran humien jazbati nahin hona chaheye qu k jazbati main lye gay faisley nuksaan de sabit hoteuyy hain
                      • #326 Collapse

                        ap theak keh rahay hain aik forex trader ko apni trading k doran kbi jazbati ni hona chahye kio k jazbat mian a kr wo koi galt faisla lay skta hai jis ki wja say usay loss bhi ho skta hai is liye usay samjdari say kam lena chahye
                        • #327 Collapse

                          dhakain k forex aik karobar ki tarah ahi jiss main loss b hota hai or profit b. lakin agr is main kamyab hona chahty hai to hami jazbat se nahe balky hosh se decision karny ho gy .to forex to waisy bohat risky hai is lai is main to hamain zyda sabar karna hota hai.
                          • #328 Collapse

                            u r right jazbati kisi bhi business me ni hona chahiye jazbat emotion kbhi bhi apkay business me ni ana chahiye yehi apkay loss ki bari wajah banti hai soch samajh kr trade krni chahiye har lehaz se relax mind hokar hamain deceision laina chahiye q k jazbati hokar galat time me trade karainge aur us waqt market down hui to loss to hoga isilye jazbat ki koi jagah ni business me.,,,..,....
                            • #329 Collapse

                              gee bulkul jazbati to wasay bhi nahi hona chahiy forex trading ki to baat hi hi thek ka saber say kam lain lalach na karain aram say trading koi jaldi na karain taka ap ko faida ho or ap zaida say zaida paisay kam suckay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                je han dosto forex trading may hamay jazbati nahi hona chahye kyon kay agar ham jazbati hokar kam karin gay to loss kay chance hongay is liye hamay forex trading kartay hoye hamay fresh mind kay sath trade kartay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X