Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    haan g main aap ki baat per agree karta hoon. forex trading main jazbaati ho ker ko b faisla nae laina chahye. jazbaat main aaker yhe na ho aap ka loss ho jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      forex ak acha business ha sab ka liy ap be isa oht piusa kam sakta ho sab ka liy ha sab ka liy ha sab is kam ko is ma ap ko loss be ho sakta ha is liy ap ko is ka bar ma jan kar is a samj kar he isma kam karna cahya
      • #168 Collapse

        Nahi bhai jaan bilkul bhi nahi hume is kaam me jazbaati nahii hona chayye agar hum forex me jazbaati ho bhi jaate hain to hum forex me ache faisle nahi akr saken ge......
        • #169 Collapse

          yes dear agree with you, forex trading business ko always fresh mind se trade karni chahiye, jazbat me aa kar trade karna boht he risky ho sakhta he, because overload ho kar trade karna yaa jald bazi me multi trades open karna yeh trader ke lye risky ho sakhti he, always trader ko fresh mind se trade karni chahiye market ko analysis karne ke baad.
          • #170 Collapse

            cheez me batana chahta hoon kay aksar log jab market me order lagaty hain tu wo jab loss me jata hai tu usko close nahi karty, wo losses ko accept nahi karty jabky wo usi order ko close kar kay reverse laga kar profit me convert bhi karwa sakty hain iski kia waja hai or aisa kiun karty hain? mery hisab se tu log market se zid kar beth jaaty hain kia ye zid achi hoti hai?
            • #171 Collapse

              Yes if we want to get the success and want to earn money then we have to control our emotions, and also need to keep our mind relax and be patience all the time then we can expect to get the success and can earn more from itl.
               
              • #172 Collapse

                forex trading mein trading cool mind k sath karni chahy q k yeh loss aur profit ki game hai is mein jazbati admi ziyad kamyaab nhi ho sakta
                • #173 Collapse

                  ji nhe bro hyumey is main jazbati neh hona chahie kyun k mere khyal main agar hum is main jazbati ho jaye to us ki wajah se humey kafi loss ho sakta hai jahan tak main sochta hon is liye is main dimagh se kam laine chahie
                   
                  • #174 Collapse

                    yes you are right that forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye apko soch smajh k decision lena chahiay warna apki trade fail hojaye ge oa apko just loss e hoga..
                    • #175 Collapse

                      han brother main ap ki bat se agree karta hon k hmey is main jald bazi neh karn chahie kyun k mere khyal main agar hum is main jadl bazi karain gay aur hum se koi ghalat trade lag gaye to humey mere khyal main kafi nuqsan bhi ho sakta ahi
                         
                      • #176 Collapse

                        g han bikul forex me ap ko bilkul b jazbati nai hona cahiye ku k esa karne se syed ap ka nuqsan ho jae forex me apna knowledge experience or skills hi istamal karni cahiye is tarha apko behter tor per profit mil sakta he
                        • #177 Collapse

                          bhai jaan bhari paty ki baat btai hai ap ne humain waqy trading karty waqat jazbati nae hona chahiye aur humain hosh se kam klena chahiye josh se nae trading karty waqat apny dimagh ko cool rakh k aur markit ki surat hal dekh k humain trading karni chahiye
                          • #178 Collapse

                            teak kha hy ap ny agr forex trading kr rhy ho to phr ap kabi bi jazbati na hon qun ky forex trading my agr ap jald baqi sy trading krty ho to phr ap ko us trading ki wjha sy loss bi ho skata hy is ley ap ko forex trading my jald baqi nahi krna ho gi
                            • #179 Collapse

                              humein forex use karty waqt jazbati nahe hona chahiye balky hosh say kam lena chahiye jes say humein
                              earning zaida ho or hum zaida money invest kar saky.......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                brother yahan per har koi yahi chahta hai ke wo sahi waqt per trading karay aur hamesha aik acha decision lay. lakin har dafa market uss ko support nahi karti aur aksar market opposite ho jati hai. jab humein profit ki bajaye loss ho jata hai to hum tension main atay hain aur ghalat decision lay letay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X