Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Forex trading may hum ko kabhe bhe jazbaati nhe hona chahiyeh balkay theek rahna chahiyeh kyun kay agar hum nay forex kay kaam jazbaat may akay koi galay faisla karleya to us say hum ko he nuqsan ho ga is leye hum ko bohat dekh bhaal kay aur poray hosh may ho kay kaam karna chahiyeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ji han ye bilkul theek hai k forex trading main zajbati hony ka kam nahi hai is main cool mind k sath soch samjh ker aqalmandi say kam kerna hota hai apny zajbat per qaboo rakhna hota hai tab hi nuksanat say bacha ja sakta hai...
      • #123 Collapse

        jee han dear forex trading main bilkul hi jazbati nhi hona chahy is sy trading main kafi loss hota hy aur jb loss hota hy to phir hosh ur jaty hain aur admi kafi preshan ho jata hy
        • #124 Collapse

          Hum jazbati tab hoty hain jab hum aik bar loss kar lety hain tu phir profit leny ki gharaz me ussi wakt market me wrong decision le lety hain. Or agar koi hamary sath beth kar hamari trading ko dekh raha hai tu phir tu us kay samny humen market me emotional hony se koi nahi rok sakta kiun kay ye human nature hai kay khud ko neecha bohat kam log dikhaty hain or har aik kay samny acha hony kay liay ya apni trading show karwany kay liay bhi hum unko apni trading me profit dikhany kay liay market me bohat sary wrong decisions le kar account wash karwa bethty hain. Is liay koi bhi reason ho forex market me jazbati faisla nahi karna chahiay balky planning kay sath chalna chahiay.
          • #125 Collapse

            bhai forex trading aik bauhat aacha business hai is main app ko hargiz jazbati nahi hona chahiye is business ka mian rule yeahi hai kay app ko apnay emotions ko lzami control karna zarori hai app ko apnay mind ko tension free rakhna hota hai app ka mind bilkul fresh hona lazmi hai tu hi app iss business main kamyab ho saktay ho.
            • #126 Collapse

              Demo trading is very good for gathering experience of the Forex market. But the question arises as you ask. I think it actually it depends on your ability. But demo trading should not be less than 2 months
              • #127 Collapse

                f hriuhfhrihi hhihi hihfih iihfihf i hhei iej ue eiofj eif eif iejfie jeij eioj eoj eoj oejf eoijf eoj ej e eoujoe joe jeoj oej oe feo joej ioejfej o e eo joej oe jpef jej ej feojfoe eojfoej feo foe joej ioej fej
                • #128 Collapse

                  g g dear ap ki bat theek hai aur main is sy agree hun forex main jalbazi nahi karni chahiye . q k ye aik business hai is main har faisle souch samij k karna chahiye jaldbazi main hum apni investment ka nuqsan kar sakty hain.
                  • #129 Collapse

                    Asslam O Alaikum han gee bilkul forex trading kay business may humay bilkul bhi jazbati nahi hona chahye...........yeh humaray liye nuqsaan daa ho sakta ha.......its my opinion
                     
                    • #130 Collapse

                      dear wase tu mainy es topic ma bohot sawal dekha chuk ho lakin forex trading business ma jaldbazi ki koi jaga nai hai kiun k jab kabhi ap es business ma jalbazi sy kam lo gye tu ap ko es business ma sirf loss he ho ga.
                      • #131 Collapse

                        Yes emotions ko her business man apne ap se door rkhna chaiye or soch smjh k pateince k sath order lgana chaiye profit hasil krne ka yeah best way ha patience to trade and emotions free to trade jo trader soch smjh kr market watch kr k order lgate han woh he kamayab hote han :)
                        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                        • #132 Collapse

                          han mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai kiu ke forex trading ke business mein ek acha trader banany ke liye apny emotion ko bohat control karna hota hai.
                          • #133 Collapse

                            hai g sai kahty hai ap k pakistan m acadmies honi chahiye jo humy forex se related learn krway aur zayada se zayada earn b.first to is se hum apne country ki currency approch ker jay gyi aur humre halat b sai ho jay gye aur har wo kam ker pay ga jis ko kahhi b job nai milti is se humy bhot benifit ho ga aur hum b win kry gye aur our country to proud of all pakistan in every country.yes it is very good idea that in pakistan there should be learning academies and colleges who teaches us about forex trading, from there we will get training about forex trading and then we will able to do real trading in the forex and then we will earn the money to make our life comfortable, so it is good idea.
                            • #134 Collapse

                              yes that is the right ,if you will not trade with the emotions then it will be the benefited to you otherwise the emotions give the nothing but the loss that is why it is the main and essential that trade without the emotions
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                jazbati hokar galat time me trade karainge aur us waqt market down hui to loss to hoga isilye jazbat ki koi jagah ni business me.trading ek mind ka business hay jazbat sirf dil sy nakalty hian is layia trading karty hoiay na to gussa anna chahyia.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X