Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yes my brother g ap nay bhot hi achi bat kahi hay forex trading may ham ko jazbati nhi hona chaya agar ham is may loss say bachna chtay ho to ham ko is may hash hawas say kam karna chay takay ham is may loss say bach skhay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      je forex mein agar ap successful hona chatay tu yehi kaho ga ap es mein experience k sath work kary ap zarror es mein successful hon gae es mein hemsha cool mind se work kary agar successful hona chatay hain thankful for question
       
      • #138 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
        forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
        G han belkul ap ne theak kaha hai ,k forex main jazbti nhi huna chaye kue k agar ap jazbaat main ajayenge to apko loss ka samnha kerna parega,to is se behter hai k ap jazbati na hun,.
        • #139 Collapse

          Ji blkl trading main emotions ka koi kam nahi hai... trading mind se hoti hai... coz trading main soch samjh k decisions lene parte hain aur ye kam mind ka hai emotions ka nahi... so mind ko relax aur active rakhiye emotions ko side kar dijiye.... aur phr achi trha analysis k bad aik healthy aur profitable trading kijiye.....
          • #140 Collapse

            bilkul forex trading main aap jazbati bilkul nahi hoo iska aap ko bht bara nuksaan hai, agar jazbati hokay apnay jazbaat khodate ho to aap ko bilkul nahi pata hota k aap kay saath kia horaha hai ya kia honay wala hai, jab aap trading karahe ho to aap ko bilkul focused hona chahe hai, usse aap ka mind bilkul perfect perfect kaam karaha hota hai
            • #141 Collapse

              kisi bhi kaam mai jazbati nai hona chaye warna kaam kharab ho jata hai. forex trading mai bhi kbi bhi jazbati nai hona chaye or himmat se kaam karna chaye. jazbati logo ki forex mai koi jaga nai hai.
              • #142 Collapse

                forex min jabaty nahe hona chaye kuo ki jab ham koy business karty hy tow us min samjhdary sy busines karna chaye esy trha trding karty waqt aram sy or nehayat eaqalmandy sy or apny experince ki madad sy trading karny chaye.
                • #143 Collapse

                  jee haan theek kaha hai apne forex mai hamen kabhi bhi jald bazi ya jazbaati hokar fesla nahi karna chahye bal k pore hosh o hawas mai rah kar fesla karna chahye qk forex mai emotions ki koi jagah nahi hai...
                   
                  • #144 Collapse

                    yes freind forex trading mai jazbaati nahi honi chahiye koinaky loss business ka aik hisa hai agar loss ho jai to hamy chahiye kai us loss ki wajah ko talash kar taky ainda us say bachy jazbaati honay say kuch nahi ho sakta
                    • #145 Collapse

                      jee han bilkul ap ne thek kaha hy is mein jazbati ho kar kam nhi karna chhaiye ke insan khata kha jay
                      is mein aisa hy ke tahammul ke sath kam karon
                      • #146 Collapse

                        g han mery bhai men ap ki bat sy agree karta hn agr koi bhi trader forex trading business men successful hona chahta hy to us ky liy jazbati trading sy dorr rehna boht zarori hy jub tk jazbati trading sy avoic nahi karen gy ap kabhi bhi na to success hasil kr sakty hen or na hi profit gain kr sakty hen
                        • #147 Collapse

                          asslam o alikum dear ap nay bilkul theak kaha ha is kam am ham ko jazbati nahe hona cahhey ya to ham ko los ke taraf la gata ha ham ko iss kam am jazbati nahe hona cahhey balky ham ko to ya kam fresh mind or jab damagh hazar ho tab karna cahhey na kay tention ma karna cahhey.
                          • #148 Collapse

                            dear brother main ap ki baat say agree karta hum ko forex trading main azbati nahi hona chahye balky hum ko is main relax mind ho kar work karna chahiye tak hum ko is main acha benfits hasil ho
                            • #149 Collapse

                              ha agar hum zajbati hoke forex trading karte hai to hume bahut sara loss bhi ho sakta hai si liye kabhi zajbati me trad nahi kardena hai hamesha aaram se trad karana hai taki kabhi loss ka samna na karana apdega apko aur hamehsa jyada profit bana sakte hai agar aap soch samajkar forex trading karte hai to aapko jyada profit milta hai par wo aasan kam bhi nahi hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ha forex mai jo jazbati ho geya samjo wo tu geya aur yaha pe jazbati hona be keyo sara business tu ap k hatho mai hai pher keya tension hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X