Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    G bhai jan ager ap Forex trading main kuch hasil krna chahte hain to apko chahye k ap Forex trading main jaldbazi say kam na lain kio k ager jaldbazi say kam lete hain to apko loss bhi ho jata hai
    :p..........No One is perfect and I am No One........:p
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g haan ye bilkul sch hy k jzbati insan jldi dhoka kha jata hy pehly dekhna chahiay k jis currency pair par trade laga rahy hain uc pair ki market ka trend kesa hy news ko follow karna chahiay fundamental analysis karna chahiay in tamam analysis karny k bad hi trade lagani chahiay.i love forex trading.
      • #108 Collapse

        salam dosto,ap thk khr hy ha hamy sabr sa kam lyan cahhyeq ka ka jab ham jazbati hoty ha to hamy bht loss hota ha or ham p[hr galat faisaly lyty ha to is sa aviode karna cahhye.
         
        • #109 Collapse

          yes i will agree with you k forex trading me jazbati nhai hona chaye is liye k ager ap ko forex pe loss hota hai tu wo ap ki kisi galti ki waja se hi ho ga is se ap jazbati ho kar forex ko mat chor deya kary control your emotion.
          • #110 Collapse

            g han ma aap ki baat sa mukamal itifaq krti hon aap k jazbaat aap ko humesha nuksaan puhuchata han or forex trading ma tou bilkul jazbati nahi hona chahia
            • #111 Collapse

              forex trade me jazbati hona humen loss k ilawa kuch nhi deta for example hum kisi say compitition shuru karden khumnay is say agay nikalna hy tio friend forex ye nhi dekhna k ap jaldime hoaur agay nikalna chahyay ho wo sirf apka tajarba aur knowledge dekhta hy aur apko doosron say agay apki achi planing le kr jati hy
              • #112 Collapse

                Bad Kearney k Tamam analysis trade lagani Cana chahiay ch Forex trading jazbati BHE lagany NI HONA, follow the news of the Legion chahiay or trade Sy pehly Sahi tarha sochna chahiay k JIS Sy pehly dekhna chahiay trading currency pairs trading par Laga Rai Hain UC double cream market Ka Ko KESA Hy. Ahiay Cana chahiay fundamental analysis.
                • #113 Collapse

                  ok sir ap foraxtrading m jazbati ho kar kaam kary gay tu ap apna bohout loss kar lo gay es lie bhai jan forax m hamesha sabar k 7 kaamkarna chaie or souch samj kar trading karni chaie ap phir inshalla ;;;;;;;;
                  • #114 Collapse

                    yes dear ap theak keh rahe hai forex mein humein jazbati nahi hona chahiye jazbati to kisi b business mein nahi hona chahiye bal k humein forex mein fresh mind se kam lena chahiye or dekh k sell ya buy karni chahiye
                    • #115 Collapse

                      Bilkul theek kaha hai aapne kay forex trading business mai hame bilkul bhi jazbaati nahi hona chahiye, balkay apne emotions per control rakh kar trading karna chahiye. kiu kay jazbaat mai ki gai trading loss hone ka sabab bhi ho sakti hai. tu hamesha cool mind kay sath traders ko trading karna chahiye.
                      • #116 Collapse

                        ge ha is ma sokn sa kamkarna cahya is ma loss to hota h ha is liy ap ko is ka bar ma jan kar he isma kakarna ho ga sab ka liy ha forexak acha business ha sab ka liy ha forex ak online business ha
                         
                        • #117 Collapse

                          gee bhai app log jo bhi bhi kerte he. is me app log juldi na ker kue is se app log ka loss ho saktey he. is ther forex trading me bhi app log kaam bhot easy ho ker aur planing se kere ge too is me app log ke kamyabi he. aur is business me success ke yeh line he.
                          • #118 Collapse

                            yes , dear app ne ek bohat he achi bat kahi hy aur bilkul thek kaha hai , hamary liye ye ek bohat he zaroori bat hai k ham kabi b forex k buisness main jazbati ho kar kam na kren balkay hamesha sabar aur tahamal k sath kam karen to ap ko ak achi kamyabi hasil ho seke gi
                            • #119 Collapse

                              well forex trading me sab se important characteristic patience hi he agar ham sabar se aur samjhdari se forex me trdaing karaingay to hame hi faida hoga qk ap k ek ghalat dicsion se loss hosakta he is lie jazbaty hone se koi faida nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dakhin main smjhta hun k kisi b kam main jab hum jzbaati ho k koi faisla lyty hian to vo humain nuksan hi dyta hy isi trha humain trading k duran emotions ko door rakhna chahiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X