Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    je han Forex main hemat hi chiya ho kiyo ka Forex earning bhi hote wasa hi loss bhi hota ha is liya Forex main loss ko face Karna ki bhi hemat honi chaya tab ek trader successful hota ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Assalam o alaikum.. Forex trading may himmat ki bohat zarorat hy aapko khud ko mentally prepare rakhna chahye k lose bhi hosakta hy or profit bhi har situation ko behtar tareeke se handle ker lene k liye himmat ki zarorat hoti hy..
      • #63 Collapse

        meray bhai har kam k liay him chahye hoti ha kam jo b ho himat se kam lana perta ha tab he wo kam hota ha or himat dikhana shaid ap risk lany ko keh rhay ho gy ap ne may b suna ho high risk and high chances of profit
        • #64 Collapse

          • #65 Collapse

            business main himat sy murad hota ha kisi bhi situation k liia tyar raho jaha profit k sath sath loss ka bhi khatra rehta ha..is lia kahty hain forex main kaam krny k lia himaat ki zarort ha agr loss ho jye tou iss ko bardasht bhi kr sko
            • #66 Collapse

              ha forex trading me aapko bahut sararisk lena pad sakta hai agar aapko bahut sara profit karana hai to is liye agar aapme himat nahi hai to aapko forex trading emkabhi profit nahi milta hai aur aapko loss bhi hota hi rahega forex me darna nahi chahiye
              • #67 Collapse

                g himat to chahye ar himat aise cheez ni hy jo kise jagha se purchase ki ja sakte, himat k liye confidence hona lazmi hy ap ka khud pe yaqeen hona chahye k ap is trade mian kiya ker sakty ho auger ap profit ki himat bi rekhty ho to ap ko loss ki bi himat rekhna chahye ar disappoint ni hona chhaye loss se
                • #68 Collapse

                  yes blkul ji hum ma pakiatan foprex forum pa bht bht zyad himat chiye q k jab humere loss hota hain to hum ma kch nh samjh arha hota hain k kare so mere khyal sa to hum ma bht himat chiiye hoti han ............
                   
                  • #69 Collapse

                    ji haa forex bussiness karne me himmat chaiye kyuke forex me himmat ke bagair trading karna mushkil hai aur aadmi ke pass himmat naho to wo jada tention me rahnega isliye forex me himmat zarrori hai.
                    • #70 Collapse

                      Dear himmat to dekhani hogi apne paise ko risk main lagate waqt kyun k no pain no gain. Agar hum workout bhi krte hain to shuru main dard to bohat hota hai lekin jab results dekhte hain to khusi kitni hoti hai.
                      • #71 Collapse

                        Dosto himmat to asal cheez hai kyoon k agar aap himmat har gaye to aap is kam men aagey barh hi nahi sakte kyoon ke is kam mne jitna munafa ziyada hai utna hi nuqsaan ka andesha bhi hai aur is ko nazar andaz nahi kiya ja sakta. to variation per agar himmat haar gaye to samjho k gaye.
                        • #72 Collapse

                          yes dear forex me trading karne ke liye himmat ki bi zarorat hoti hai kyu ke is market me hume loss bi hota raehta hai or humare pass loss ko bardasht karne ki himmat bi honi chaiye is me woh kamyab hai jo himmat nai harta hi
                          • #73 Collapse

                            jis wajah se hamen loss bhi hosakta hai or profit bhi hosakta hai is liye hamen himmat se kaam lena chhaye.agar hum forex me mehnat aur himmat nahi kare gaye to kuch nahi kar sakte ha ..is liye himmat ki bhot zaroorat hoti ha forex me.
                            • #74 Collapse

                              g han soch ki hemat chay agar soch smjh powar full hai to ap secssus ho sakty hai yhe himat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes forex ek risky busienss hai is lyea app ko agar forex busienss main success hona hai to app ko jarur himmat se kam karna hoga or fir app ko forex main profit karna ka lyea risk to lena hi hoga so himmat ko bohut hi jaruri hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X