Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main hamen himmat aur mehnat dono chaheye hoti hay agar aap kaam ki himaat nahe kartay to kaam bhi sahi tarha nahe hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nae forex mai ap ko sirf kaam karna ana chaye aur es ko sekh k karna ho ga himat ki es mai koe baat nahe hai dear ap ne konsa yaha bulding dalni hai bs es ko sekh oaur practice karo aur es mai kamyab ho jao ye kafi hai ap k lyey
      • #18 Collapse

        ofcourse , forex mze himmzt hee tou chyee ! agar himmat nahi hogi hosla nahi hoga kuch karnae ka agae barhnae ka tou kaamyaab kaisae hogae ? jazba hnaa bht zaruri hai har kaam k liyae
        • #19 Collapse

          yes dear apko forex trade business me apni knowledge aur experience chayee aur apko trade karne me apni himmat bhi chayee achi se trade lagana k liye is business me risk zada hai so apko himmat se kam karna chayee
          • #20 Collapse

            Dear friend ji haan forex trading mein humein himat aur sabar se kaam lena chahiye kiyunke forex mein market up and down hoti rehti hai jis mein humein loss bhi hosakta hai issi liye humein himat say kaam lena chahiye aur greed nahin karni chahiye.
            • #21 Collapse

              sir forex mein him,nyt be cheny himnt hum ko kund karn phert hein yhe khan se nhe milt hein humein himnt karn ka achi earning karn cheny himnyt ka bger h[[[[[[[[[[
              • #22 Collapse

                gi han bhai forex trading business main trading kar nay kay liye apkom himat bi chaye hoti hai kyun kay agar apko losss hota hai hota hai to apko himat bohat chaye hoti hai kyun kay agar apky pas himat nahi hoge to ap kamiyab hkas say hon gay
                • #23 Collapse

                  her kam ko kerna ke lia hum himt cahiya .forex main huma apni ghltioyun ki waja se akser loss hota ha isis liye kehta hain ke forex main huma himt cahiya wo himt huma apni meht se milti ha hum din rat ik kerna ka sochain hum kabi mar nahin kahte
                  • #24 Collapse

                    mery khayl se forex main sub se zada himmat or mehnat ki zarurt hai kyoon k forex ki market up or down hoti rehti hai jis main humey lose b ho skta hai or profit b isi lye humy lose k time himmat se kaam lena chaye...
                    • #25 Collapse

                      ye Tou insan k apnay Andar hotaa hai,himaat pedaa karnay K liye experience count hotaa hai,is k ilawaa Agar ap mushkil hallaat Say larnaa jantay hain Tou forex Main bhi ap ko Loss or profit dono Ko khulay Dil say man'na chahiyee
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #26 Collapse

                        forex m market up or down hoty rehty he is k liye bhi hemmat or mehnat ki zarorat hoty he q k is loss ho ga to ap ko berdasht ki himmat hony chaye himmat ho ge to ap dobara se trading ki taraf ao ge nahi to ap chor do ge forex m hardwork ker na hota he jab ap profit ko earn ker sakty ho
                        • #27 Collapse

                          g han dear forex mein achi earning karny k lye ap k pass acha experience hona zarori ha kiyon k forex mein kam time mein bhe acha profit earn kya ja sakta ha or loss bhe agar experience na ho to is lye himat ka hona zarori ha trading k lye jis sy acha confidence ho ga to ap achi earning kar skaty ho
                          • #28 Collapse

                            trading krne k liye traders thora dar se do char horhe hote hn kay kahi unhe loss na uthana pre or isi bat k bad me kahungi kay himmat se kam len dar se to or kam khrab hoga to behtr he thori himmat rakhte hue ap apna kam kren.
                            • #29 Collapse

                              ager ap business kr rahen hain to ap ko himat ki zrorat hoti hai. coz business me loss or gain to hota rehta hai. ager ap k andar himat hoge to he ap unko smjhy gy or apny business me challanges face kren gy. is se ap me self confidence level high hota hai. himat apko experienced or knowledge se ati hai. ager ap apny work me consistent rahey gy than it ll help u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han bikul g forex trading krne k liye himat ko bohut zaroorat hoti hai.himat k begair ap forex trading nahi kr sakte hai.himat na hone ki waja se ap loss karwa sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X