Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g han mery bhai forex trading business pr kam karny ky liy himat bhi chahiy q ky allah na kay agr loss bhi ho jay to usy ap bardasht kar sako agr ap men loss ko bardashat karny ki himmat hy to kam karen warna kam na karen q ky ye bad men agr loss ho jay to ap ko boht zayada tension na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      i think jaha tak mera khayal hai na forex mein him,nyt be cheny himnt hum ko kund karn phert hein yhe khan se nhe milt hein humein himnt karn ka achi earning karn cheny...
       
      • #48 Collapse

        Yes my brother ya sub say important point ha because jab trading ka bad loss hota ha to tab bohat say persons ki himat break ho jati ha hum chaheya ka hum loss say apni himat kam hona ki bajae pahly say zayada power say or courage say trading karna chaheya.
        • #49 Collapse

          Himat hamain achy understanding ze hello million sakti hai aur agar hamary move acha understanding ho aur funds bhi ziyada ho in order to sound very easily buying and selling begin kar saktey hain aur is actually ze dropping element ko kam kia ja sakta hai aur kafi achi generating bhi feasible hai is actually company primary.
           
          • #50 Collapse

            fx major kaam karny walo speculator ko cheya ka wo apny ander hamat necessarily mean hosala aur sabar always be paida karhn keuka fx major ap kasi always be waqat decline major aur earnings major ja sakty han.
             
            • #51 Collapse

              g dear frex me hamy kafi hemat ki zarorat hoti hai or hemat hamy tab melti hai jab ny achi tarah seka ho demo py prectes ki ho or hamary hekmat-e-amli behtar ho tab humari hemat agy barti hai
              • #52 Collapse

                jee haan bhai jaan loss ko bardast krny ki loss ko bear krny ki himmat chahiye hoti hai ager ap mai yeh himmat nahi ho gi to ap ko nuksaan ho skta hai or ap ko kabhi bhi loss ho skta hai
                • #53 Collapse

                  G han q nh agar ap posting kar rhay hn aur apk pas knowledge hai to ap ko himmat ki bhi zarorat paray gi.. warna p kuch galat bhi posting kar sktay hai...
                   
                  • #54 Collapse

                    han g bilkul himmat to har kam ke liye chahiye hoti hai even ke apko aik glass water pina hai to bhi apko himmat karni parti hai aur forex ke liye ye kahun ga ke ap me patience hona bohat zruri hai aur patience se kam lena hi himmat hai
                    • #55 Collapse

                      je bilkul trading karne ke liye himat chahia q k himat ke begair hum trading nahi kar sakte,ager hamara kabi loss ho jay to humhe himat nahi harni chahia balke apni ghalti ko sudharna chahia jo hum ne ki thi or loss howa tha,himat se or aqalmandi se kaam lan gan to profit zaror ho ga.
                      • #56 Collapse

                        Well forex mein trading karne k himmat to honi chahiye kyun yeh ek risky business hai is mein profit k sath loss hone ka b dar laga rehta hai, humein forex business mein himmat apne experience and knowledge se milti hai kyun k agar humare proper knowledge hogi to humare andar himmat rahe gi and humein darr nahi rahega.
                        • #57 Collapse

                          well my dear friend, meray khayal say humain trading karnay kay leay ability, skills, information, knowledge ke zaroorat hoti hay jab kay himmat to humain loss face karnay kay leay chaheay hoti hay aur ager hum himmat say loss face karain aur apni future ke planning karain to hum iss main survive kar saktay hain...
                          • #58 Collapse

                            Asa||am-()-A||aikum t() a||z g han bhai log forex trading mein himaat ki zrorat hoti hai na k jazbati hony ki kyu k ye aik risky business hai aur es mein faisla leny k liye aur aik asha trader bany k liye trading market mein decisions leny k liye himaatt ki zrorat hoti hai
                            • #59 Collapse

                              yes dear bilkul haman forex k buisness main himmat karne ki b zaroort hoti hai aur man samjti hun k forex aek risky buisness hai jis main haman loss b ho sakta hai is liye is main haman himmat karne ki boaht zyada zarort hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                My dear in Forex when you take a bold step when you have a courage and you get this courage by practice and learning. When you are in position that now you have well trained in your work then you have to take a bold step and start with small trades confidently.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X