traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading main mt4 main bht se indicator hain jo aap ko markeet ke bare main indication dete hain aap indicators ko study karo aur sath apne mind indication be dekho aur soch kar order lgao
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      o bhai jan agr indicators ka sahara nahi lena tu trade kis se krna hai indicators ki help se tu hum market trend ka pata lagaty hain or indicators k bagair tu trade krna sirf tukky bazi hai or g han aap theak keh rahy ho robot sirf ous k mutabiq he trade krty hain jis tarah se in ki setting kr di gaye hai
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #33 Collapse

        according to em it is best way of trading for new trader to follow good indicators to make good technical analysis and can follow good trend it is very much essential for you trading to get success and to earn much profit
        • #34 Collapse

          While doing trading in forex us better to trade through using indicators not through robot because if your trading through a robot robot software then you will gonna have low profit so it is better to do manual trading while using indicator.
          • #35 Collapse

            Exactly right hame Robot or indicator ka shara kion len jb ham study kar rahe or apni knowledge or learning se behter duniya koi Robot or indicator 100% secure work nhi de sakhti kion kh wo fix analaysis per work karte to manual trading acchi ha jahan tk ma ne dekha ab tak kion kh hamare mind ki jo analysis alag hi or every second ma active rehti.
            :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
            Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
            • #36 Collapse

              ji han forex me trader ko indicators ka sahara lye bina he kaam karna chahiye and jitna ho sake greed se bach kar kaam karna chahiye or signals ko follow karte rehna chahiye kiun ke signals sab se best hoty hain forex me .
              • #37 Collapse

                bhai jan mein ap se aqgree nahi krta q k forex basically technically tareke se hi ki jati hai is indicators forex mein buht ahmiyat k hamil ha hain bus agar ham indicators ko samjh jaye to ham 50% loss ko controle kr sakte hain is liye mein to kehta hoon k indicators best thing hain forex mein
                • #38 Collapse

                  yaar main aapki baat se mutamain hon ke indicators humesha right nahi hote hain magar dear new ko choro old traders bhi indicator use karte hain ye humain acha way ka signal deta hai
                  • #39 Collapse

                    asa nhe ha. forex indicators 70 % tak right hotay hn. or ma apni trading ma ya indicators must use karta hon. in ki help sa hamin market ka best analysis ho jata ha or hum better profit get kar skahty hn. but robots trading thk nhe hoti ha. us ma hamain mostly loss ko he face karna parhta ha.
                    :cool::cool::cool:
                    • #40 Collapse

                      Dear friend forex trading mein indicators aik bohat achi saholat hein jo humei market ki movement ki rujhaan batatey hein kay market buy jarahi hai ya sell ja rahi hai.
                      • #41 Collapse

                        good kai traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot[[[[[[[[[[[[
                        • #42 Collapse

                          Indicators help you sometime but not totally depend on .Bohat sraay log smjhtay hen kay bulkay un ka man-na hay kay sirf NEWS per he ... je nahi ap ku apnay experience ku be maday nazar rakhna paray ga kiyon k ... jiss main koch trader is main indicator ko follow karty hain or is mian trading karty .... brother my point of view news trade tab karni chahiye trader ko jab trader ke
                          • #43 Collapse

                            gee bhai forex forum busineess me indecator bohat important hy agr hmaary paas acha expereince aur knowledge hy aur aur hm trading me kaafi ziada expert hy too pher he hm indecator ke zreye forex trading me faida haasil kr skty hy forex forum acha busineess hy me ed forum busineess koo like krtaa hoo
                            • #44 Collapse

                              Indicators boht acha sath dete hen per agar sirf indicators per hi bharosa karoo gey to doob jao ge. so indicators se sirf hints leni chahiyen. baaq apni aqal se kaam liya jay to boht achi trading ki ja sakti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Jaisa k aap sab ko pata hay k jab data aata hay to jiss currency ka high impact wala data hota hay to us ma market mostly bulls ma chali jati hay ya bearish ho jati hay aur 100,200 pips etc. To Mostly loge kehtay hain k us time trade nahee kerni chahiay jab tak solid na pata ho k market bulls ma jaey ge ya bears ma.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X