traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes bilkul sahi kaha q ke mostly hum indicators ka sahara lete ha or aghar loss ho jae to phir kon ximedar hoga us loss ka kis se puchege robbot ko to pakarne se rahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Mery kehyal say indicators kuch nai hoty proper learning agar ki jaey tu indicators farag hen us banday ki nazar me jo learning kernay kay bad trading start kerta hai. Learning and knowledge and experience is the great power of the trader in Forex business. Some time indicators wrong be hoty hen me agree nai hun kay Indicators ka shara lena chaye.
      • #78 Collapse

        thek kah rhe ho bhai jan app mein app ki baat sa mutafiq hn and mein khud robots and indicators ka khilaf hn kiyn kah in ki accuracy time to time increase nhi hote ha magar insan ki hote ha and sudden news effect yeh robots and indicators show nhi krr he hote hain us ka leya manual he ana hota ha.
        • #79 Collapse

          dear forex k buisness mein indicators sy humen ek acha benefit hasel hota ha lekin humen sirf indicators par he depend nai rahna chahiye brother blky humen news par b nazar rakhni chaiye
          • #80 Collapse

            indiacator my ak 2 indicator ko apny faidy k ley istanmal kia ja skta hai lykin fully un pay atmad ni kr skta ku k indicator market k mutabik chlty hai na k market un k mutabic chly isley me indicator use ni krta siway moving average ky
            :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
            • #81 Collapse

              dear aisa nahi hy is mein tarders indicator ko use karty hen lekin ye hota hy k bohut ziayada karty hen use to aisa nahi karna hota hy is mein her time ye sahi nahi hota hy.
              • #82 Collapse

                trader ko hr us chez ka pta hona cahhe jo market main use hoti hain is trah market main indicators bht acha sabit hoty hain aor shaih faida daty hain in ka use krna acha ha
                • #83 Collapse

                  Jaisa k aap sab ko pata hay k jab data aata hay to jiss currency ka high impact wala data hota hay to us ma market mostly bulls ma chali jati hay ya bearish ho jati hay aur 100,200 pips etc. To Mostly loge kehtay hain k us time trade nahee kerni chahiay jab tak solid na pata ho k market bulls ma jaey ge ya bears ma.
                  • #84 Collapse

                    nahi bhia aapko hamesha indicator ka hi use karana hota hai to hi apako forex tradingme bahut hi jyada profit mil sakta hai agar aap forex me indicator ka use karte hai to aapko bahut hi aasani se pata chal jata hai ki trend kon sa chal raha hai taki aap sahi trad laga sakte haia ur aap jaldi hi bahut hi bade profit kama sakte hai
                    • #85 Collapse

                      forex mei aap ager khud trading ker rahey hain too aap bht achi trading kar saktey hain aur uss se bht achaa profit bhi banaa saktey hain ..
                      ager aap bot ka istamaal kartey hian aur indicator k uper depend kertey aih aap ko loss k bht zyada chance hain q k market kab kiss waqt new ki waja se move kar jayeet o aap uss ko controll nah i kar apyee gein ..
                      market ki move ment koo aap khud zyada zcha handel ker saktey hainm.....
                      • #86 Collapse

                        sahi kah rahy hain ap bhai or main apki baats ay agree akrta hun k humain trading karty howe apny oper hi depend karna chahye or na hi indicators ko follow karna chahye is main humain chahey k hum market ko study kar k khud say hi decisions lain taky hum trading karna seekh sakeen
                        • #87 Collapse

                          forex trder tu her kisi cheez ka sahra lta hai kiiu k es main app ko avg line batate hain so ap ko khud se be anaysis karne hoge muger app ko es main ager app ne kamayab hona hai tu ap ko es main news aur indi dono par kam karna chahye hai
                          • #88 Collapse

                            traders ko indicators ka sahara waqi hi ni lena chaye agr apke pas enough knowledge and enough experience ha to ap manual trading karain
                            • #89 Collapse

                              agar aap forex me indicator ka use karte hai to aapko bahut hi aasani se pata chal jata hai ki trend kon sa chal raha hai taki aap sahi trad laga sakte haia ur aap jaldi hi bahut hi bade profit kama sakte hai Jaisa k aap sab ko pata hay k jab data aata hay to jiss currency ka high impact wala data hota hay to us ma market mostly bulls ma chali jati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear i would liek to tell you that i think Jee bro men apse agree karta hun yaqeenan admi ko robot trading nai karni cahiey aur indicator use karne chaiye..... but indicator bi admi tab istamaal kare agar usko indicator ke sare rules pata hen tab hi koi indicator use kare istrah koi bi shkas indicator use na kare..... and this si the ebst for all of us

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X