traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dears,
    .......... AP LOGON NE SUNA TO HO GA K SAHARON SE MANZLEN NAHI MILTI TO MERA APNA B YAHI KHYAL HE K KISI B CHEZ K SAHARE PER RISK NAHI LENA CHAHIE, BAS EXPERIENCE HASIL KARE OR EXPERIENE K ATMAD PER KAM KAREN.,.,.,.,.,.,.,.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g nahi m aisa nahi samjta q k trade m indicator ko buhat hi ahmiyat hasil hoti hy q k hum koi b trade karny sy pehly ye mind set kar laity hain k is m agar hamy itna loss ho ga to hum isy continue nahi rakhy gay so indicator bara ham hota hy
      • #63 Collapse

        Nahi bilkul bhi indicator ko nahi chorna chaiyeh rsi jese or macd jese indicator achi khasi confirmation krte hain han lekin sirf in par based nahi krna chaiyeh kyun indicator based trading ek do din se ziada nahi chalti.
        • #64 Collapse

          i think all the indicators are the best there is the need of just the one thing which is the understanding if you will use the indicators after the understadning then you will able to apply it more best way rather then otherwise
           
          • #65 Collapse

            Yes friend i agree humein indicator ka shahra nahi lena chahiye because agar koi mistake hogi tu robot ya indicators ko kon samjaye ga or humain loss hojaye ga ap khud trading karay........
            • #66 Collapse

              robots to artificial trading hai. asal trading to manual trading hi hai. jab hum khud se trading kartay hain to humein bohat sari new cheezain learn karnay ko milti hain. wo cheezain humein robot use karnay se hasil nahi ho sakti. indicators ko hum use kar ke kafi dafa profit earn kar saktay hain lakin kabhi kabhi indicators bhi ghalat bata detay hain.
              • #67 Collapse

                dear robot wese bhe use nahi karna chahiye kiu ke robot se ham hamesha earn nahi kar sakte is liye hamko khud hi learn karna chahiye or trade be apne analysis ke bad karen or indicators hamko market ka trend batate hen jinki help se ham apne analysis ko bhtar or string bana skate hen or earn bhe kar sakte hen
                • #68 Collapse

                  dear robot trding b aik tarikay sai hoti hai, isi liyai robot trading mai large investment hoti hai, aor indicators jitna faida daitay hen to agr thora loss dain to kia hoga. . . . ?
                  • #69 Collapse

                    Bhai jahan tul indicators ki bat hay to traders ki majboori hoti hay wo indicator koi na koi use kray chahay simple one aik hi kion na ho laikn jahan tk robots ki bat hay to main iss kay khilaf hoon robot trading ap ko sirf loss hi day gee.yah lbhi bhi ap ko profit main nahi rkhay gee.
                    • #70 Collapse

                      yes dear they shuold take the benefit from the indicators there are not the bad infact the forex is not the complete without the indicators we should properly understand it then we should apply in order to get the maximum resuly
                       
                      • #71 Collapse

                        ji ha dosot aek ache tarder ko sirf indicators ka sahara nahe lena chahye forex trading me balke sab cheezo ko follow karke market ko dekhte howe trade lagani chahye or isis tarah loss se bach kar profitable trading ki jasakti he
                        • #72 Collapse

                          g ap ny bilkul sai kha hy mein ap sy agree krti hoon q k roboot sirf given data per kaam krta hy us mein feed kia gia hy k market rate etny pips up jay to sell krna hy ya etny pips down jay to buy krna hy ess liy roboot ko news ka kuch pta nai chlta hy aur impact ka koi asr nai hota hy ess liy yeh best hy k ap manual trading kr lia krien.
                          • #73 Collapse

                            g bilkul thek kaha bhai aap ny main ny bht se traders ko dekha hai wo forex main indicaters ko bht use akrtae hain lekin mere khyal main indicaters ka koi bhi faida nhi hai sab k sab be kaar hain
                            • #74 Collapse

                              daikhe jese ke ap sub logo ko pata ha ke forex aik risky online business ha jis par aik mint mai ap loss bi ho sakta ha or profit bi ho sakta ha forex trading mai ap ko kuch kahi na kahi se ap ko help le kar kam karna parta ha jese indicator ha jo help karta ha forex par kam karne mai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                No brother i am not agree with you, because forex me trade karne ke lye indicator hamari boht help karte hen, indicator technical analysis hoti he aur technical analysis ko always follow karna chahiye, indicator ko apne chart ke saath attach karne per hame market ki direction ka pata chalta he, jise follow karte howe ham easily trade kar sakhte he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X