traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mujhe is cheez kay bare main zarra baraabar bhi ilm nahin hai kyun kay main yahan par fresh fresh aya hun is waja se sorry my dear brother main apko is sawal ka jawab nahin desakta
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jaisa k aap sab ko pata hay k jab data aata hay to jiss currency ka high impact wala data hota hay to us ma market mostly bulls ma chali jati hay ya bearish ho jati hay aur 100,200 pips etc. To Mostly loge kehtay hain k us time trade nahee kerni chahiay jab tak solid na pata ho k market bulls ma jaey ge ya bears ma.
      • #18 Collapse

        Indicators per hume ukamal tor pe depend nai karna chye ku k hume pata ha k indicators aksar galat b ho jaty hn so hume chye k hum sab se pehly achi tara se ic kam ko seekhn then hum indicator b kabi kabi use kar ln tou itna loss nai hoga,
        • #19 Collapse

          Yes bilkul analysis to market ki bunyaad pe hota ha overall average k uper and indicator jo hen wo RSI Bollinger bands and SMA to hume trends ka hi batate hen so ise use karna me mere khyaal se koi harx nai ha
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            I think kai traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex is a big mistake because if there will a surprising news so robot will not leave his work because robot only works with technical analysis. What do you think now?
            Well,.,.,.roobot aur signals jo banaye gaye hain to inka kuch faida bhe ti huga na,.aur jaha tak trading ke baat ha to agar apko in ka knowledge hai to zrur use kren kue k ina ka bhe forex main faida hai,.
            • #21 Collapse

              bohat saare indicators ap ko help krte hai trading mein aur bohat saare aise hai jo ke useless hai aur apki trading ko over complicated kr dete hai is lye agr ap ko koi agr benefit ho raha hai indicators se tu ap unko use kr sakhte hai agr nhn hai koi advantage tu ap isko chor sakhte hai
              • #22 Collapse

                aik traders ko kbhi bhi indicators ka saha nhi lena chahye ye os k liye loss ka chance bhi bn skta hai ossy chahye k wo khud market ko analyze krna seekhy.forex k liay time ki to koi pabandi ni hai han phir b agar aap chahen to aap isko 2 3 gantay da sktay han keun is sa aap k hi knowledge ma izafa ho ga
                • #23 Collapse

                  there is an appulse on tradig of luk of a banker in forex bazaar i anticipate a banker can accomplish big money if he has abundant ability and acquaintance in forex bazaar this is actual best businuss of the apple in which abounding humans are authoritative by agency of their luck
                  • #24 Collapse

                    g bhai jan bilkul thik kaha ha apny k forex tarders ko indicaters ka use nahi karna chahia q k indicaters sirf auik hady tak thik hoty han or indicaters past ki tarding par bane jaty han na k future par
                    • #25 Collapse

                      Truly speaking main Robots or indicators k Sakht khilaaf hon,robot ya indicators Bhi market K past data par Kaam Kartay hain or ye Kam hum Bhi KAr Saktay hain,log kehtay hain k baray Capital par Robot sahi Kam Karta hai laikin main phr bhi Robot ya indicator ko nahin Mantaa
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #26 Collapse

                        indicators insan ko kabhi b sahi sahi nahi btate hain ye hamesha hame yaha pay kuch aesay btate hain k hum kaam kare lekin hame yaha pay bina trade kye kabhi b maloom nahi ho sakta hai k hum kesay trade kare.
                        • #27 Collapse

                          Dear , main b yahi samjta hun k haman bohat zyada had tak indicators par depend nai rahna chahiye kiu k is sy haman sometime achi guiding nai milti hai aur haman nakami ho jati hai buisness main is liye dyan k sath kam karna bohat he zarori hai
                          • #28 Collapse

                            good kai traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex [
                            • #29 Collapse

                              maian apki bat sa agree nhi ho . indicator humi bht help karte ha Forex trading main market ka trend ko identify Karna maian but ya bat bhi shai nhi ha indicator humi 100% result data ha but 70 sa 80 % sahi idea indicator sa ho jata ha is liya hum sab tools ka use kar ka trading Karna chaya .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhaoi indicators sahi rasta bataty hain market ka or indicators ka sahara lene me koi harj bhi nahi hai indicators se hum ko rasta mil jata hai or hum ko trading me help milti hai or trend maloom parta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X