traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    ji bilkul mujhe bhi yehi lagta hy ky traders ko indicators ka sahara nhi lena chayein issi tarha wo yahan par kamiyab ho paye gy aur asani se trading kar paye gy idher lehaza humein chayein ky hum sab yahan mehnat karey aur itny perfect ho jaye gy indicators use hi na karny parey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      dear forex boht he simple business hy es liye es ko ap complicated na banao agar ap es ko apne mind se karo gy tu no doubt ap boht acha faida hasil kar skte ho mai ap ko indicator etc use karne ka mashwara nhn don ga soo ap daikh sun aur smjh k kam karo aur apnii life ko set karo...
      • #228 Collapse

        nahi ma ap ki bat sy bilkul bittefaq ni krta kyunk indicators forex trading ma bohat aham kirdar ada krty hain or ap ko trend dekhny k liye or market ki movement ka ndaaza behter andazma bta skty hain is lye inko hmesha intimal krna chahiye ta k ap ko market trend ka sahi treeqay sy andaaza ho ksy.
        • #229 Collapse

          dear ap ki ye bat to theek hay k ager kheen kuch hota hay to indicators ko koi semja to ni sekta but hum only news per b trading to ni ker sektay i think k indicators b forex market ko semjne main hamari help kertay hain but humain news aur chart k hisab se market ka analysis ker k he trade kerni chahei.
          • #230 Collapse

            sirf indicators pay ju trader depend kerty hain wu expert trader nae bun patay. kun k forex market aik vast market hai or sifr indicators pay move nae hoti or na hi indicators pay deal hoti hai or roboot trading ku avoid karain aj tuk kisi nay ic ka profit nae share kiya.
            • #231 Collapse

              nahi ye ap ki batt theek nahi hha bhai jaan ak aucha wala traer wo he hota ha ju hamen market ko samjahny k lye itechnical analysis ko dakha ka ro phr is say apana ka tajzia banata ah or phr iss sya wo earn karta ha
              • #232 Collapse

                Meray experience key mutabiq to traders ko indicators, charts aur analysis ka sahara zaroor lena chaheye. Is tarah trader ko yeh hosla milta hy aur us main yeh himmat paida hoti hy keh kis direction main chalna hy aur kia strategy use krni hy. Is leye in predictions ko study krna bhi learning process ka hissa hy.
                • #233 Collapse

                  bhai bilkul sai akha hai humy cahiyeh learning karain news ko follow karain indicator or robots ko chor dain kiu na k loss in say b hota tu acha hai na hum apni ghalti say loss karain na k indicator or robot say humy cahiyeh news ko follow karain
                  • #234 Collapse

                    indicators bohet helpfull hoty hein forex trading mein, indicators kay baghar ager aap trading ker rehay hein to ye Blind trading hoti hay, aap ko kuch nehi pata hota k rate ka trand keya hay moving ave or support or resistance ka bohet ahem rol hay, indicators kay beghar app trad sehi jaga per kabhi sehi jaga per nehi laga saktay.
                    • #235 Collapse

                      forex trading mien ye bat apki marzi hai ke is mein ap ks tarah se indicators use karte hain aur kia cheez apke liye bohat ziyada faida deti hai phir hi is mein ap kamiyab hote hain.
                      • #236 Collapse

                        naahi dear ager app indicator ka guess nahi lay gay tu app ko trade nahi krni ayy ge iss leay indicator forex mai app ko boht he help karty hain next markeet ki movement mai inka use krna bht faida mand hota hai ager app ka in mai experince ho tu.
                        • #237 Collapse

                          Bhai jan just trading ma ap indicator aor signal ko na hard strong bnain market ma teen trah ky analysis hen teeno py nazar rakhen aor tchnical fundamental aor sentimental analysis kren aor forex trading ma news updates sy intouch rahen
                          • #238 Collapse

                            naeh g aisy bat nahe hai k trader ko indicator ka sath nahe liana ho ga . q k indicator hai to hai jo risk factor ko kam krty hai . or hamain her trader lagany se phay different indictor ko apply karna hota hia . or jab hamray indicator hamain trading signal daity hia to ham kamyab hoty hia . warna hamain chahain k ham wiat Karin or trading na krain
                            • #239 Collapse

                              trading ke lye indicators bhi bohat ehem hote hain zaruri hai ke ham un ko bhi use karen kiun ke trends ki direction ke bare me acha guide karte hain or market values ke change hone me bhi hamari help karte hain is lye hame har tarha se market ko samajhna or seekhne kis koshish karni chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Gee han indicators aksar ghalt indicarion hi dety hain main ny kei bar indicators sy help ly ker trade open ki hai tou mujhy more than 70% apni trades main loss hi hua hai so indicators sy help ly ker trade mat kerain otherwise ap loss uthaen gy just market news sy help ly ker agar ap trade open kerty hain tou apko profit ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X