traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m traders ko indicator ka sahara ni lana chae ha q k jtni movement ho ge to indicator auto pe udr move kar jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Dear forex trading main indicator best hota hai ager hum indicator ko theek say follow karein gain or pehly demo account par practice karein gain or phir indicator ka proper knowledge lay kar real trading karein gain to hum acha profit earn kar saktey hain
      • #183 Collapse

        jo mahir aur professional traders hota han wo aik time ma 5 to 6 indicators use karta han aur sab ka result ka tajzia kar ka jis taraf ziada result aik jaisa hon un par amal karta han kayun ka indicators 100% trusted nahi hota aur in ma fake bhi hota han jab ka robot use karna bohat hi khatarnak ha ye mara real experience ha ka robot kuch din profit daita ha aur phir aik hi bar sara capital ka safaya kar daita ha.
        • #184 Collapse

          Hm sahi jnab me too mobile pe softwaire use karta ho isliye mujhe kisi indectar ya robot ki zrorat hi nahi parti mujhe
          • #185 Collapse

            aap bilkul sahe keh rahay hain main aapki baat se agree hon forex trading boht acha aur fantastic online trding business hai jis main boht ziada acha profit hai aur is main jobless logon kay luye acha moja hai
             
            • #186 Collapse

              as we know that forex is an online trade and we also know that there is no limit of investment in a trade. So according to this there is no limit of investment in forex. It mean that you can invest according to your wealth.
               
              • #187 Collapse

                trading mey indicator ka hona lazmi hy . Phaly muj ko betya jay yaha per indicator kia hy muj ko nai maloom indicator kia hota hy muj ko kon batay ga indicator ka mey iak job kerta hu part time ais business ko kerna chahta hoo aub mey soun raha hoo indicator ka yah kia hota hy kis tara koi muj ko batay ga mey ais tara kerta hu kay pm karo muj ko
                • #188 Collapse

                  i think you are saying right... and newbies should follow this thing in order to get success here and then they will easily become a successful and profitable trader which is a good thing for them.. :)
                  Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
                  • #189 Collapse

                    hume without indicators ke forex me trading kar ke earning karne ki try karni chaiye agar hum lage ke hum indicatort ko use karna chaiye to hum indicators ko use kar kle bi trading kar ke earning kar skate hai is liye ye hum per depend karta hai ke hum indicator use kare ya nai
                    • #190 Collapse

                      Agar ap pakistan my rahty ho wa trading karty ho ap signals or indicater ko use karo to ap ko par acha pro
                      • #191 Collapse

                        g han apne thek kaha ha but mera ye kahna ha sary indicator bhi aik jese ni hain kuch indicator achy bhi hoty hain han jab news hoti ha tab wo work ni karty lakin normal rutin main inka work acha hota ha or roobot se ma mutafiq ni hon
                        • #192 Collapse

                          Dear forex trading mein indicator use krny sy problem nhi hoti hy indicator tu help krta hy traders ki but robot trading mein loss hota hy robot trading na hee ki jaye tu bhtar hy robot trading orr hy orr indicator ka use orr mostly traders indicator use krty hin jb ka robot kam traders use krty hin q k robot use krna allow bhe nhi hy
                          • #193 Collapse

                            nahi main apki bat say agree nahi hon,indicators ko agar ap nahi use karein gay tu earning ko hasil karna ap k liye mushkil ho jai ga.hum jo bhi indicator use krein osko pehle achi tarh samjein,har indicator ka koi na koi maqsad hota hai
                            • #194 Collapse

                              main aap se agree nahee karti indicators zaroor use karne chaye lekin saath saath news pe bhi nazar rkakhna hoti hai is tarah aap loss se bach sakte hian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                bhai jaan mare khyal se hamain yeh indicators ko bhe use karna chaye and in indicators se bhe hamain trade main bohat he zayada help milti hai and yeh business ek life tiem business hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X