Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    yes bro forex k liye zorari hy k ap ka fresh mind hona chahye auger ap ka fresh mind ni hoga to ap k liye bohat muskil ho gi ap sahi trah market analysis ni kero gye market search ni kero gye ar end mian ap ko loss hona hy , is liye forex mian fresh mind ho k trading kerna bohat zorari hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yes friend i am agree with you because forex trading online marketing business hae es main hum 24 hour online work kar sakte han and es k lea humain chahea k tension free ho kar trading karni chahea because trading main just 1 mistake se big loss ho sakta hae
      • #123 Collapse

        hye dear brother jii bilkul aap ki bhaat aik dum teek hain bohat say log yahaan par bohat difficult times main aatay hain jese study ke time main ya koi aur problem ya bhoj es ke saar par rehtha hain aur wo log forex main aatay hain tab kuch profit bhi nahin karte aur trad bhi saheeh treeqe se nahin karte eslye un ko chahye ke wo log yahan fresh aya karen
        • #124 Collapse

          han ji ap ne sai kaha ke fresh mind ho kar forex ki market ko analysis karna chiya aur forex trading ki market main order place karna chiya aur khas tor un logo ko khyal rakhna chiya jo ke big lot se order place karte hain aur zayda profit banane ki try karte hain
          • #125 Collapse

            hahah yeh baat sahi kahi aapne mere dost bilkul ache se fresh ho kar then trade ke liye jaya kare kyun ke dimaag fresh hoga jab hi smjh aye gi ke apako trade lagani hai warna kahi aap galat hi trade na laga do dost so do work hard
            • #126 Collapse

              ap ne bht acha advice share ki hai janab me b yehi kahu g k ap jb apne kaam se free ho jao to aram se forex trade per post karo or earn hasil karen...
               
              • #127 Collapse

                g ha is business ko ham taza dam ho kar ferish ho kar sary kamo sa farig ho kar krna chae q k is business ma hamy damag lgana parta ha tu phr jb ham dsry kamo ki trf hoty ha tu ham is ko sae tara ni kar paty so hamy is business ko all masrofiyat sa farig ho kar krna chae.......
                 
                • #128 Collapse

                  jee bahi jan ap na thek kaha ha jab ap ka mind kahi or par ho ya tenshon ma ho to ap ko trading na kra ku ka ap asi halt ma trading kara ga to ho sakta ha ap ko loss ho jae is hmash taza dam ho kar or bilkol free ho kar kam karo
                  • #129 Collapse

                    yes dear humw apna mind fresh kar ke trading karni chaiye is se hum apni money ko achi tarah manage kar ke trading kar ke profit earn kar sake ge agar aap ka mind fresh nai ya dosre kamo me tentions me hai to aap trading na kare kyu ke is me humari little mistakes ki waja se hum ziyada loss ho sakta hai
                    • #130 Collapse

                      g han huma forex bilkul skon se taza mind se kerni cahiya forex ke lai huma ziada waqt darkar ha ager hum is kam time dain ga to hum mraket ko achi terhan shmjh nai ksian ga ya ager hum is kis tneson main kriain ga to ager market oper ya necha jati ha to hum tenson or ziada lain ga kahin hmri enty loss main na nikal jaye is liye hum apni entyr clos ker dian or hoan wahan profit ho hun loss ker berhain ,isis lia trading ke lia thnda dimgh cahiya
                       
                      • #131 Collapse

                        jee apki advice bohat hi achi or useful hai k taza dam ho kar saaray kaamon ko chor kar or un say farigh ho kar forex trading business per trading karni chahiye . mery khayal main esa karny say mind relax ho jata hai or aik relax mind say banda acha profit kama sakta hai .
                        • #132 Collapse

                          Yeh fact hai k agar aap ek dum fresh hoon ge and bilkul relax hoon ge to aap bht achi forex mein trading kar payen ge kyun jab aap fresh mind se trading karen to aap better decisions le payen ge apni trade k hawaley se jis se apko acha profit hoga and loss k chances bht kam hojayen ge.
                           
                          • #133 Collapse

                            forex trading saray kamoo se farigh hu kar karni chahie hai aur forex trading main humain apna pura focus daina chahie hai tak hum successful forex trader ban sakain aur khud ko loss se save kar sakain. taza dum or fresh ho ke yeh kam krna chaheay tntioons ki vaja sy bhi insan sy galtian ho jati hain jis ki vja sy es kam mein nuksan uthana pr jata hai
                            • #134 Collapse

                              han g bilkul thekk kahab hay ap en ,forex hum sb ki best choice hay , or hum b ko achey akh hum si mai jab bhi kam karen atb hum si mai taza dam ho jh jayen , or hum si mai atb hi acah kam kar skty hayn , or forex hi humre liy achi facilty hay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Han jnab humein apni tamam tensions or pareshaniyon ko aik side pe kr kay Forex trading karni chahiye kyn kay stress se insan ko achi soch nahi ati or Forex ko karne kay liye insan ka dimagh perfect hona chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X